SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-parvaane"
Ghazal MATCHES FOR "be-parvaane"
Ghazal
husn be-ishq kahii.n rah nahii.n saktaa zinda
bujh ga.ii sham.a bhii parvaane ke jal jaane se
Sahir Hoshiyarpuri
Ghazal
bad-gumaanii jo hu.ii sham' se parvaane ko
sham' ne aag rakhii sar pe qasam khaane ko
Shad Lakhnavi
Ghazal
haa.n ba-fazl-e-ta.aalaa hai.n 'parvaaz' ke
zehn-o-dil aa.ina jism-o-jaa.n aa.ina
Mujeeb Parwaz
Ghazal
zavaal-e-zaat to 'parvaaz' sab kii qismat hai
yaqiin-e-dil ko magar be-sabaat mat karnaa
Naseer Parwaz
Ghazal
Naseer Parwaz
Ghazal
kahii.n vo merii basiirat na chhiin le 'parvaaz'
liye hu.e mai.n jise saath dar-ba-dar jaa.uu.n
Naseer Parwaz
Ghazal
be-natiija un pe marnaa yaad aataa hai hame.n
sham.a par jab dekhte hai.n marte parvaane ko ham
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
sham.a saa.n ghulte rahe.n ham aur na ho us ko lagan
'mashriqii' ma.ashuuq be-parvaana aisaa chaahiye
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
husn kii sham.a ke parvaane chale aate hai.n
be-bulaa.e hu.e diivaane chale aate hai.n
Basheeruddin Raaz
Ghazal
sham' ko apnii vafaa kaa zarf dikhlaane se hai
ek parvaane ko matlab jal ke mar jaane se hai
Sahar Alig
Ghazal
dars le.nge dil ke ik be-rabt afsaane se kyaa
ahl-e-duniyaa chaahte hai.n tere diivaane se kyaa
Mahmood Sarosh
Ghazal
dil-e-be-hausla taktaa hai KHariidaar kii raah
ko.ii gaahak nahii.n TuuTe hu.e paimaane kaa
Yagana Changezi
Ghazal
ye kahaa us ne mire shauq ke afsaane par
be-adab sham.a kahii.n girtii hai parvaane par