SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-poshish"
Ghazal MATCHES FOR "be-poshish"
Ghazal
ik jhalak poshish-e-be-zabt se 'uryaanii kii
de ga.ii din ke nashebo.n se phisaltii hu.ii shaam
Aftab Iqbal Shamim
Ghazal
baahar guzaar dii kabhii andar bhii aa.e.nge
ham se ye puuchhnaa kabhii ham ghar bhii aa.e.nge
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
kab hai manzuur ki yuu.n jins-e-dil-e-zaar bike
par ye vo shai hai na bechuu.n bhii to sau baar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
raaz-poshii-e-mohabbat ke ta.ii.n chaahiye zabt
so to be-taabii-e-dil bin mujhe aaraam nahii.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
tirii chashm-poshii se aa.nkho.n me.n dam hai
idhar dekh o bevafaa be-muravvat
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
huu.n mahv-e-husn-e-poshiida pas-e-gul
bahaar-e-be-KHizaa.n hai aur mai.n huu.n
Panna Lal Noor
Ghazal
jaazbiyyat to ba-har-haal hu.aa kartii hai
husn kii buu-qalamuunii ho ki KHush-poshii ho
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
alfaaz-e-be-sadaa kaa imkaan aa.ine me.n
dekhaa hai mai.n ne aksar be-jaan aa.ine me.n
Ghalib Irfan
Ghazal
mun.akis ho na sakii ko.ii bhii suurat us se
ya.anii be-kaar ga.ii aa.ina-poshii us kii
Parwez Rahmani
Ghazal
Gam hii Gam hai poshiida har KHushii ke parde me.n
maut hii nazar aa.ii zindagii ke parde me.n
Ghulam Mustafa Beg Sabir Barari
Ghazal
kabhii hai shauq uksaahaT kaa mausam
kabhii be-naam uktaahaT kaa mausam
Sadiya Roshan Siddiqui
Ghazal
sar-poshii kaa fan haatho.n ko sikhlaa.o vagarna
be-aa.nkh ke be-kaan ke be-naak ke ho jaa.o
Shehpar Rasool
Ghazal
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
zabaa.n se kuchh mirii be-iKHtiyaar niklaa hai
tabhii to lafzo.n me.n dil kaa Gubaar niklaa hai
Alka Sharar
Ghazal
poshiida dekhtii hai kisii kii nazar mujhe
dekh ai nigaah-e-shauq tuu rusvaa na kar mujhe