SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-rabti-e-aaha.ng"
Ghazal MATCHES FOR "be-rabti-e-aaha.ng"
Ghazal
nikohish maana-e-be-rabti-e-shor-e-junuu.n aa.ii
hu.aa hai KHanda-e-ahbaab baKHiya jeb-o-daaman me.n
Mirza Ghalib
Ghazal
rah ga.e dekh ke be-rabtii-e-ahl-e-mahfil
ham ne sochaa to bahut kuchh thaa magar kyaa karte
Bismil Aghai
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
unhe.n shikaayat-e-be-rabtii-e-suKHan thii magar
jhijak rahaa thaa mai.n iz.haar-e-mudda.aa karte
Anwar Masood
Ghazal
fahm zanjiirii-e-be-rabtii-e-dil hai yaa-rab
kis zabaa.n me.n hai laqab KHvaab-e-pareshaa.n meraa
Mirza Ghalib
Ghazal
ik rabt-e-hasii.n dekhaa be-rabtii-e-aalam me.n
ha.ngaama sahii lekin ha.ngaama sajaayaa hai
Nushur Wahidi
Ghazal
rabt-o-be-rabtii-e-anfaas se kuchh bhii na hu.aa
ye Gubaar-e-Gam-e-dil thaa ki u.Daayaa na gayaa
Abdul Hadi Wafa
Ghazal
be-rabtii-e-anfaas ke dauraan tirii yaad
yuu.n jaise masiihaa ko.ii raste me.n milaa ho
Vazahat Nseem
Ghazal
be-rabtii-e-sujuud kaa andaaz dekh kar
badla na le jabii.n se tiraa aastaa.n kahii.n
Afqar Mohani
Ghazal
usii tarah se hai be-rabtii-e-kalaam abhii
fuGaa.n bhii aa.ii hai lab par to naa-tamaam abhii
Kaleem Aajiz
Ghazal
hai rabt do dilo.n ko be-rabtii-e-bayaa.n se
kuchh vo kahe.n nazar se kuchh ham kahe.n zabaa.n se
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
vo mirii chiin-e-jabii.n se Gam-e-pinhaa.n samjhaa
raaz-e-maktuub ba-be-rabti-e-unvaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
Imtiyaz Kavish
Ghazal
miT ga.e ham mudda.aa-e-ishq haasil ho gayaa
ye fasaana apnii be-rabtii se kaamil ho gayaa
Basit Bhopali
Ghazal
naaqis thii ibtidaa to hai anjaam-e-ishq bhii
be-rabtii mubtadaa me.n jo thii vo KHabar me.n hai