SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-saut"
Ghazal MATCHES FOR "be-saut"
Ghazal
maanaa ki mai.n ik naGma-e-be-saut-o-sadaa huu.n
bhaTke hu.e logo.n ke liye baa.ng-e-daraa huu.n
Kaleem Saronji
Ghazal
miyaan-e-kuucha-e-be-saut se nikaltaa huu.n
hujuum-e-gung ko apnii zabaan detaa hu.aa
Mumtaz Athar
Ghazal
behis-o-be-saut thaa jangal KHamosh
naagahaa.n chalne lagii.n purvaa.iyaa.n
Anant Dhavale Mushfiq
Ghazal
is naala-e-be-saut ne hairat me.n sikhaayaa
saaz ab mujhe tasviir-e-nihalii kaa bajaanaa
Baqaullah 'Baqa'
Ghazal
harf-e-be-saut kii maanind rahe duniyaa me.n
dasht-e-imkaa.n me.n khule naqsh-e-musavvir na hu.e
Amjad Islam Amjad
Ghazal
naala-e-be-saut KHud ban.ne lagaa mohr-e-sukuut
be-zabaanii ko hamaarii ab zabaa.n se kyaa Garaz
Qadr Oraizi
Ghazal
Hafeez Shahid
Ghazal
hashr jis se dil-e-mutrib me.n bapaa hotaa hai
sirf ik naGma-e-be-saut-o-sadaa hotaa hai
Rais Amrohvi
Ghazal
be-saut thaa 'mujiibii' har ik naGma-e-KHayaal
TuuTaa jo dil to saaz kii jhankaar aa.ii hai
Siddique Mujibi
Ghazal
mere ho.nTo.n pe hai ik naGma-e-be-saut-o-sadaa
dil me.n ik mahshar-e-fariyaad-o-fuGaa.n hai yaaro
Majeed Lahori
Ghazal
mere suKHan ke aage ye saare suKHanvaraan
dekhe ga.e be-saut-o-sadaa sar se paa.nv tak
Farooq Noor
Ghazal
Suhail Ahmed Zaidi
Ghazal
merii KHaamoshii-e-lab kaa hai sadaa se rishta
ye na samjhe ko.ii be-saut-o-sadaa huu.n mai.n bhii
Shaiq Muzaffarpuri
Ghazal
dam-bhar ko sahii izn-e-suKHan chaahiye mujh ko
be-saut-o-sadaa jaa.n se guzarne kaa nahii.n mai.n