SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-takalluf"
Ghazal MATCHES FOR "be-takalluf"
Ghazal
be-takalluf bosa-e-zulf-e-chaliipaa liijiye
naqd-e-dil maujuud hai phir kyuu.n na saudaa liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
be-takalluf miraa haijaan banaataa hai mujhe
saamne tere kahaa.n bolnaa aataa hai mujhe
Shariq Kaifi
Ghazal
vo mile to be-takalluf na mile to be-iraada
na tariiq-e-aashnaa.ii na rusuum-e-jaam-o-baadaa
Mohammad Deen Taseer
Ghazal
rakhii be-takalluf mulaaqaat chande
ba-mannat mujhe paas pahro.n biThaayaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
ek naaz-e-be-takalluf mere tere darmiyaa.n
duuriyaa.n saarii miTaa dii.n faasla rahne diyaa
Mazhar Imam
Ghazal
zaKHm poshiida rahaa to dard ba.Dhtaa jaa.egaa
be-takalluf ho ke apne chaara-gar se baat kar
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
be-takalluf har dahaan-e-zaKHm ke
bose letii hai zabaan-e-tiir kyaa
Munshi Khairati Laal Shagufta
Ghazal
be-niyaaz us husn ko aur naaz ko barpaa rakhe
be-takalluf ho ke tuu ai naaz-parvar ham se mil
Hasrat Azimabadi
Ghazal
be-takalluf mujhe aazaad-nigaahii manzuur
KHud ta'ayyun se magar jalva-e-jaanaa.n nikle
Zaheen Shah Taji
Ghazal
be-takalluf ruKH-e-zebaa se uThaa.e vo naqaab
husn KHud paa.egaa ek paikar-e-tasviir mujhe
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
Afzal Husain Afzal
Ghazal
be-takalluf tirii shamshiir mujhe ai qaatil
zevar-e-zaKHm pinhaa detii hai zevar ke evaz