SEARCH RESULTS
Showing search results for "be-taur"
Ghazal MATCHES FOR "be-taur"
Ghazal
be-taur-o-be-tariiq jiyaa ab karuu.ngaa ye
un ke huzuur hamd-o-sanaa le ke jaa.uu.ngaa
Anisur Rahman
Ghazal
ik taur-e-dah-sadii thaa jo be-taur ho gayaa
ab jantarii bajaa.iye taariiKH gaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
ma.arka garm hai be-taur saa ko.ii har-dam
na ko.ii teG salaamat na sipar hai mujh me.n
Jaun Eliya
Ghazal
Habeeb Moosavi
Ghazal
aisii jhijkii mai.n shab-e-vasl ki be-taur hu.ii
uThaa rah-rah ke dil-e-zaar me.n dhachkaa kaisaa
Mohsin Khan Mohsin
Ghazal
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
Iqbal Kausar
Ghazal
baaG-e-badan me.n us ke be-ra.ng-o-buu rahe ham
ab KHvaahishe.n ba-taur-e-jurmaana ho rahii hai.n
Farhat Ehsas
Ghazal
vaqt jaisaa hai ba-har-taur guzar jaanaa hai
aaj jo zinda haqiiqat hai kal afsaana hai
Syed Nawab Haider Naqvi Rahi
Ghazal
raftaar-o-taur-o-tarz-o-ravish kaa ye Dhab hai kyaa
pahle suluuk aise hii tere the ab hai kyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
tum kisii taur kisii shakl nahii.n kar sakte
is zamii.n se mujhe be-daKHl nahii.n kar sakte
Raziq Ansari
Ghazal
na faa.eda ho to phir be-sabab nahii.n aate
mizaaj puuchhne vaale bhii ab nahii.n aate
Dr Anjana Singh Sengar
Ghazal
ajab ik taur hai jo ham sitam iijaad rakhe.n
ki na us shaKHs ko bhuule.n na use yaad rakhe.n
Jaun Eliya
Ghazal
mushkile.n raah-e-vafaa me.n bhii banaa.ii.n aasaa.n
rasm-e-ulfat to ba-har-taur nibhaa.ii ham ne