SEARCH RESULTS
Showing search results for "bechaaraa"
Ghazal MATCHES FOR "bechaaraa"
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
kis ko KHabar ye kitnii qayaamat Dhaataa hai
ye la.Dkaa jo itnaa bechaara lagtaa hai
Kaif Bhopali
Ghazal
dehlii ke rahne vaalo 'asad' ko sataa.o mat
be-chaara chand roz kaa yaa.n mehmaan hai
Mirza Ghalib
Ghazal
hai mauj-e-bahr-e-ishq vo tuufaa.n ki al-hafiiz
bechaara musht-e-KHaak thaa insaan bah gayaa
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
go zindagi-e-zaahid-e-be-chaara abas hai
itnaa hai ki rahtii to hai tadbiir vazuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
aql ayyaar hai sau bhes banaa letii hai
ishq bechaara na mullaa hai na zaahid na hakiim
Allama Iqbal
Ghazal
jo mauqaa mil gayaa to KHizr se ye baat puuchhe.nge
jise ho justujuu apnii vo bechaara kidhar jaa.e
Josh Malihabadi
Ghazal
Bhartendu Harishchandra
Ghazal
bha.nvar me.n phir hame.n kuchh mashGale the
vo bechaara to saahil par rahaa thaa
Shariq Kaifi
Ghazal
haath paka.D kar saath kha.Dii ho jaatii hai
logo.n me.n jab mai.n bechaara lagtaa
Fakhr Abbas
Ghazal
is ma.arke me.n ishq bechaaraa karegaa kyaa
KHud husn ko hai.n jaan ke laale pa.De hu.e
Ahmad Mushtaq
Ghazal
husn be-chaara to ho jaataa hai aksar mehrbaa.n
phir use aamaada-e-be-daad kar letaa huu.n mai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
hikmat namak-haraam huu.n be-shak tiraa magar
jis par pa.De ye vaqt vo bechaaraa kyaa kare