SEARCH RESULTS
Showing search results for "behad"
Ghazal MATCHES FOR "behad"
Ghazal
yaaraa.n vo jo hai meraa masiihaa-e-jaan-o-dil
be-had aziiz hai mujhe achchhaa kiye baGair
Jaun Eliya
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
behad KHushii hai, aur hai be-intihaa sukuun
ab dard hai, na Gam, na gila hai, ye ishq hai
Irfan Sattar
Ghazal
Azm Bahzad
Ghazal
kabhii kabhii vo mujhe ha.ns ke dekh lete hai.n
kabhii kabhii miraa behad KHayaal rakhte hai.n
Wasi Shah
Ghazal
daastaan-e-jaur-e-behad KHuun se likhtaa rahaa
qatra qatra ashk-e-Gam kaa be-karaa.n bantaa gayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Deepti Mishra
Ghazal
be-zabaanii tarjumaan-e-shauq behad ho to ho
varna pesh-e-yaar kaam aatii hai.n taqriire.n kahii.n
Hasrat Mohani
Ghazal
kahegii hashr ke din us kii rahmat-e-be-had
ki be-gunaah se achchhaa gunaah-gaar rahaa
Hijr Nazim Ali Khan
Ghazal
ek hii shakl ke sab chehre the lekin phir bhii
ek chehre ne to behad kiyaa hairaan mujhe
Anjum Saleemi
Ghazal
harf-e-du.aa o dast-e-saKHaavat ke baab me.n
KHud meraa tajraba hai vo be-had najiib thaa
Obaidullah Aleem
Ghazal
bas ke niiche ko.ii nahii.n aataa phir bhii
bas me.n baiTh ke behad ghabraataa huu.n mai.n