SEARCH RESULTS
Showing search results for "behosh"
Ghazal MATCHES FOR "behosh"
Ghazal
dekho to chashm-e-yaar kii jaaduu-nigaahiyaa.n
behosh ik nazar me.n hu.ii anjuman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
mu.nh kii jhalak se yaar ke behosh ho ga.e
shab ham ko 'miir' partav-e-mahtaab le gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Anwar Mirzapuri
Ghazal
kar diyaa muusaa ko jis chiiz ne behosh 'adam'
be-naqaabii nahii.n vo niim-hijaabii hogii
Abdul Hamid Adam
Ghazal
Wali Dakni
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
behosh ho ke jald tujhe hosh aa gayaa
mai.n bad-nasiib hosh me.n aayaa nahii.n hanuuz
Josh Malihabadi
Ghazal
fasl-e-gul ke aate hii 'akbar' hu.e behosh aap
kholiye aa.nkho.n ko saahab jaam-e-sahbaa liijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
ik mai.n hii to huu.n raat-ga.e jaagne vaalaa
so jaate hai.n behosh sar-e-shaam farishte
Shahzad Ahmad
Ghazal
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ye kah ke jalve se behosh ho ga.e muusaa
nigaah us se milaa.uu.n mirii majaal nahii.n
Qamar Jalalvi
Ghazal
kahaa.n tak na behosh-o-be-KHud karegii
mai-e-vasl hai ko.ii sharbat nahii.n hai
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
din kii suurat mujh ko bhii khaa jaa aa kar
mai.n bhii huu.n behosh a.ndherii raat
Badnam Nazar
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
saaqii nahii.n hai saaGar-e-mai kii hame.n talab
aa.nkhe.n hii terii dekh ke behosh ho ga.e
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
behosh kar ke puuchhte ho dil kaa mudda.aa
detaa bhii hai huzuur kahii.n be-KHabar javaab
Ahmad Husain Mail
Ghazal
ye kyaa ki sub.h hote hii behosh ho ga.e
shab zinda-daar ho to sadaa jaagte raho