SEARCH RESULTS
Showing search results for "behtariin"
Ghazal MATCHES FOR "behtariin"
Ghazal
vo bhii sahmaa sahmaa hai pyaar ke nataa.ej se
behtariin mauqa hai tum bhii ik mukar jaa.o
Unknown
Ghazal
kahe.n jo sach to hai mumkin zabaan saath na de
magar vo jhuuT bahut behtariin kahtaa hai
Anis Shah Anis
Ghazal
Sahir Dehlavi
Ghazal
mai.n apne kaam usii ke sipurd kartaa huu.n
mujhe KHudaa se tavaqqo' hai behtariin kii bas
Sajid Raheem
Ghazal
Zahid Chaudhry
Ghazal
maanaa ki shakl se mai.n zaraa saa matiin huu.n
lekin ha.nsii mazaaq me.n mai.n behtariin huu.n
Ananth Faani
Ghazal
behtar se behtariin kii jaanib ham aa ga.e
jab KHud pe hii yaqiin kii jaanib ham aa ga.e
Saabir Usmani
Ghazal
hazaar KHuubiyaa.n mujh me.n hai.n rashk ke qaabil
hai meraa azm ki mai.n behtariin tak pahu.nchuu.n
Qazi anwar
Ghazal
baiThe hu.e hai.n saamne nukta-shanaas log
'vaasif' sunaa.o she'r zaraa behtariin se