SEARCH RESULTS
Showing search results for "beto.n"
Ghazal MATCHES FOR "beto.n"
Ghazal
sunaa hai bole to baato.n se phuul jha.Dte hai.n
ye baat hai to chalo baat kar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
aaj ham daar pe khii.nche ga.e jin baato.n par
kyaa ajab kal vo zamaane ko nisaabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
Naseem Nikhat
Ghazal
beTo.n ne mere naam kii dastaar pahn lii
aur beTiyo.n ne suurat-e-aa.nchal kyaa mujhe
Ashhad Bilal Ibn-e-chaman
Ghazal
ik umr apne beTo.n ko u.nglii thamaa.ii phir
buu.Dhe ne ik dukaan se laaThii KHariid lii
Paras Mazari
Ghazal
Aazim Gurvinder Singh Kohli
Ghazal
ko.ii to ro.e lipaT kar javaan laasho.n se
isii liye to vo beTo.n ko maa.e.n detaa hai
Khalid Ahmad
Ghazal
maaluum to ho miTTii ki daldal thii paa.nv me.n
jo ho sake to buuTo.n ke tasme pa.Dhaa karo
Sameena Rahmat Manal
Ghazal
amiir baap ke beTo.n ko sharm aatii hai
kisii kii raah kaa patthar haTaa nahii.n sakte
riaz hanfi
Ghazal
Rafeeq Anjum
Ghazal
jo buKHl se kiyaa hai ikaTThaa tamaam umr
teraa nahii.n hai vo tire beTo.n kaa maal hai
Hafeez Shahid
Ghazal
za.iif baap javaa.n beTo.n se hiraasaa.n hai.n
ab us kaa apne hii pyaaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
Syed Shiban Qadri
Ghazal
Deedar Bastawi
Ghazal
Saeedullah Shad
Ghazal
pitaa chaahtaa hai mahz chand saa.nse.n
hai.n beTo.n kii nazre.n KHazaane pe husnaa
Niddhi Gupta Kashish
Ghazal
zamaana aise mirii dastaras me.n hai 'abdul'
ki jaise baap ko beTo.n pe iKHtiyaar na ho
Rana Abdurrab
Ghazal
ye beTo.n ke sar bhaa.ii kaa KHuu.n bahno.n kii chiiKHe.n
ibrat ho agar ham ko ye sauGaat bahut hai