SEARCH RESULTS
Showing search results for "bezaar"
Ghazal MATCHES FOR "bezaar"
Ghazal
mai.n kisii shaKHs se bezaar nahii.n ho saktaa
ek zarra bhii to be-kaar nahii.n ho saktaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
puuchho agar to karte hai.n inkaar sab ke sab
sach ye ki hai.n hayaat se bezaar sab ke sab
Asad Badayuni
Ghazal
KHud se naa-KHush Gair se bezaar honaa thaa hu.e
ham ko gard-e-kuucha-o-baazaar honaa thaa hu.e
Mohsin Ehsan
Ghazal
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
Khushbir Singh Shaad
Ghazal
mere sivaa bhii ko.ii giraftaar mujh me.n hai
yaa phir miraa vajuud hii bezaar mujh me.n hai
Irfan Sattar
Ghazal
suuraj kii kiran dekh ke bezaar hu.e ho
shaayad ki abhii KHvaab se bedaar hu.e ho
Shahzad Ahmad
Ghazal
bezaar is qadar hai.n tirii be-ruKHii se ham
muddat hu.ii ki milte nahii.n hai.n kisii se ham
Abdul Majeed Khan Majeed
Ghazal
suurat se vo bezaar hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
dil phir bhii talabgaar hai ma.aluum nahii.n kyuu.n
Hari Chand Akhtar
Ghazal
jaan-e-man aap to bezaar hu.e baiThe hai.n
kyaa masiihaa mire biimaar hu.e baiThe hai.n
Pinhaan
Ghazal
dil Gam se bhii bezaar hai ma.aluum nahii.n kyo.n
ye aish bhii ab yaar hai ma.aluum nahii.n kyo.n
Kaif Moradaabadi
Ghazal
mai.n kabhii rakhnaa agar chaahuu.n mire yaar radiif
hone lagtii hai mujhe dekh ke bezaar radiif
Shahbaz Mehter
Ghazal
vo bezaar mujh se hu.aa zaar mai.n huu.n
vo mai-KHvaar Gairo.n me.n hai KHvaar mai.n huu.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
har ek se bezaar vo apne me.n magan hai
shaayad use chehro.n ko parakh lene kaa fan hai