SEARCH RESULTS
Showing search results for "bezaar"
Nazm MATCHES FOR "bezaar"
Nazm
saza
bezaar ho ga.ii ho bahut zindagii se tum
jab bas me.n kuchh nahii.n hai to bezaar hii raho
Jaun Eliya
Nazm
zindagi
tamtamaa.e hu.e aariz pe ye ashko.n kii qataar
mujh se is darja KHafaa aap se itnii bezaar
Jan Nisar Akhtar
Nazm
dast-e-tah-e-sang-amada
bezaar fazaa darpa-e-aazaar sabaa hai
yuu.n hai ki har ik hamdam-e-deriina KHafaa hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
ai ishq hamein barbaad na kar
jiine pe idhar bezaar huu.n mai.n marne pe udhar tayaar hai vo
Akhtar Shirani
Nazm
kasrat-e-aulad
kasrat-e-aulaad se ham is qadar bezaar hai.n
ab to begam se alag rahne ko bhii tayyaar hai.n
Nashtar Amrohvi
Nazm
na di angrez ne ghaalib ko pension
bahut huu.n jaan se bezaar yaaro
hu.ii ta.aliim dil par baar yaaro
Mohammad Yusuf Papa
Nazm
rang hai dil ka mere
champa.ii rang kabhii raahat-e-diidaar kaa ra.ng
surma.ii rang ki hai saa.at-e-bezaar kaa ra.ng
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
par chhuTaa jis se apnaa mulk o dayaar
jii hu.aa tum se KHud-ba-KHud bezaar
Altaf Hussain Hali
Nazm
jawab-e-shikwa
tum kyaa karte ho har vaqt ye jo tum bezaar
tum ho guftaar ke Gaazii vo saraapaa kirdaar
Nashtar Amrohvi
Nazm
dildar dekhna
us dil-navaaz shahr ke atvaar dekhnaa
be iltifaat bolnaa, bezaar dekhnaa
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
isi do-rahe par
terii chup-chaap nigaaho.n ko sulagte paa kar
merii bezaar tabii.at ko bhii pyaar aa hii gayaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
ham musalmaan hai.n dahshat ke ravaadaar nahii.n
kisii KHitte ke bhii insaan se bezaar nahii.n
Khalid Irfan
Nazm
nazr-e-collage
is sar-zamii.n pe aaj ham ik baar hii sahii
duniyaa hamaare naam se bezaar hii sahii
Sahir Ludhianvi
Nazm
badnam ho raha hun
kis darja zindagii se bezaar ho rahaa hai
naa-chaar ho rahaa hai