SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhaap"
Ghazal MATCHES FOR "bhaap"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
sunte nahii.n hai.n shaiKH na.ii raushnii kii baat
engine kii un ke kaan me.n ab bhaap diijiye
Akbar Allahabadi
Ghazal
aa.ii thii saj sa.nvar ke ik shaam tujh se milne
chup-chaap lauTtii hai KHaamoshii bhaap terii
Sandeep Thakur
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
bhaap ban kar u.D gayaa merii rag-e-jaa.n se lahuu
baarishe.n ab KHuun kii ho.ngii yahii aasaar hai
Tauqeer Zaidi
Ghazal
mai.n huu.n fasurda shaam kii afsurdagii hai aur
dhundlaa saa aks-e-yaar hai yaado.n kii bhaap par
Rafique Khayal
Ghazal
bhaap ban kar u.D ga.e yaa ho ga.e gum ret me.n
band baa.ndhe rah ga.e daryaab chorii ho ga.e
Khalid Iqbal Yasir
Ghazal
bhaap ban kar u.D ga.e jo log paanii kii tarah
aag se khelaa kiye the aashiyaane ke liye