SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhej"
Ghazal MATCHES FOR "bhej"
Ghazal
tohfa zaKHmo.n kaa mujhe bhej diyaa kartaa hai
mujh se naaraaz hai lekin mujhe bhuulaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
gulo.n ko sun.naa zaraa tum sadaa.e.n bhejii hai.n
gulo.n ke haath bahut sii du.aa.e.n bhejii hai.n
Gulzar
Ghazal
bhej detaa huu.n magar pahle bataa duu.n tujh ko
mujh se miltaa nahii.n ko.ii mirii tasviir ke ba.ad
Umair Najmi
Ghazal
dhuup kii chaadar mire suuraj se kahnaa bhej de
Gurbato.n kaa daur hai jaa.Do.n kii shiddat hai bahut
Bashir Badr
Ghazal
siyaanaa bhej degaa ham ko mahshar se jahannam me.n
magar jo dil pe guzregii vo dil hii jaantaa hogaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
mujh ko lagtaa hai ki insaan adhuuraa hai abhii
tuu ne duniyaa me.n use bhej ke ujlat kii hai
Jawad Sheikh
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
hamesha haath me.n rahte hai.n phuul un ke liye
kisii ko bhej ke ma.ngvaane tho.Dii hote hai.n
Anwar Shuoor
Ghazal
le tuu hii bhej de ko.ii paiGaam-e-talKH ab
tajviiz zahr hai tire biimaar ke liye
Momin Khan Momin
Ghazal
ravaangii me.n samay kaa KHayaal karte hai.n
phir us ko bhej ke pahro.n malaal karte hai.n
Balmohan panday
Ghazal
tohfa zaKHmo.n kaa mujhe bhej diyaa kartaa hai
mujh se naaraaz hai lekin mujhe bhuulaa bhii nahii.n
Kaleem Aajiz
Ghazal
ghii misrii bhii bhej kabhii aKHbaaro.n me.n
ka.ii dino.n se chaa.e hai ka.Dvii yaa allaah
Nida Fazli
Ghazal
ai KHudaa bhej de ummiid kii ik taaza kiran
ham sar-e-dast-e-du.aa haath uThaa.e hu.e hai.n
Aziz Nabeel
Ghazal
bhej dii tasviir apnii un ko ye likh kar 'shakiil'
aap kii marzii hai chaahe jis nazar se dekhiye
Shakeel Badayuni
Ghazal
dono.n kaa ek haal hai ye mudda.aa ho kaash
vo hii KHat us ne bhej diyaa kyuu.n javaab me.n