SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhigo"
Ghazal MATCHES FOR "bhigo"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
kisii kii yaad me.n palke.n zaraa bhigo lete
udaas raat kii tanhaa.iyo.n me.n ro lete
Bashir Badr
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
bas ye hu.aa ki us ne takalluf se baat kii
aur ham ne rote rote dupaTTe bhigo liye
Parveen Shakir
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
kahaa.n vo shab ki tire gesu.o.n ke saa.e me.n
KHayaal-e-sub.h se ham aastii.n bhigo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
apnii tanhaa.ii kii palko.n ko bhigo luu.n pahle
phir Gazal tujh pe likhuu.n baiTh ke ro luu.n pahle
Qaisarul Jafri
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
nashsha saa Doltaa hai tire a.ng a.ng par
jaise abhii bhigo ke nikaalaa ho jaam se
Adil Mansuri
Ghazal
kuchh to ehsaas-e-mohabbat se hu.ii.n nam aa.nkhe.n
kuchh tirii yaad ke baadal bhii bhigo jaate hai.n
Ameeta Parsuram Meeta
Ghazal
ahl-e-chaman ne jashn-e-bahaaraa.n ke naam se
vo daastaa.n sunaa.ii ki daaman bhigo diye
Shamim Jaipuri
Ghazal
ka.Daktii dhuup hai sar par bhalaa inkaar ye kab hai
mujhe saavan bhigo jaa.e agar tum milne aa jaa.o
Sameena Syed
Ghazal
baadal uThaa thaa sab ko rulaane ke vaaste
daaman bhigo gayaa kahii.n aa.nchal bhigo gayaa
Bashir Badr
Ghazal
Rais Amrohvi
Ghazal
mirii aa.nkho.n ke ziine se utar kar
miraa daaman bhigo baiThaa hai paagal
Irshad Khan Sikandar
Ghazal
galaa bhigo ke kahii.n aur sadaa lagaa letaa
zaraa faqiir ko paanii pilaa ga.e hote