SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhulaanaa"
Ghazal MATCHES FOR "bhulaanaa"
Ghazal
dil se arbaab-e-vafaa kaa hai bhulaanaa mushkil
ham ne ye un ke taGaaful ko sunaa rakkhaa hai
Hasrat Mohani
Ghazal
bhulaanaa jab kabhii chaahaa hai mai.n ne maazii ko
nikal ke yaad tirii haafize se aa.ii hai
Jahangeer nayab
Ghazal
jaane kis kaam me.n masruuf rahaa barso.n tak
yaad aayaa hii nahii.n tujh ko bhulaanaa mire dost
Faisal Ajmi
Ghazal
mai.n bhulaanaa bhii nahii.n chaahtaa is ko lekin
mustaqil zaKHm kaa rahnaa bhii buraa hotaa hai
Munawwar Rana
Ghazal
tumhe.n bhulaanaa hii avval to dastaras me.n nahii.n
jo iKHtiyaar bhii hotaa to kyaa bhulaa dete
Wasi Shah
Ghazal
tumhaare sar pe baguule bhii aa ke chiiKHe.nge
magar bhulaanaa nahii.n merii baat chup rahnaa
Khurshid Talab
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
ik nazar dekh mujhe!! merii ibaadat ko dekh!!
bhuul paa.egaa agar mujh ko bhulaanaa chaahe
Fariha Naqvi
Ghazal
ki tuu bhii yaad nahii.n aataa ye to honaa thaa
ga.e dino.n ko sabhii ko bhulaanaa hotaa hai
Shahryar
Ghazal
Paikar Jafari
Ghazal
ek baar tujhe aql ne chaahaa thaa bhulaanaa
sau baar junuu.n ne tirii tasviir dikhaa dii
Mahirul Qadri
Ghazal
Anand Bakhshi
Ghazal
puuchhe mullaa se jise karnaa ho sajda sahv kaa
siikhe gar apnaa bhulaanaa ko.ii ham se siikh jaa.e