SEARCH RESULTS
Showing search results for "bhun"
Ghazal MATCHES FOR "bhun"
Ghazal
ham to samjhe the ki ham bhuul ga.e hai.n un ko
kyaa hu.aa aaj ye kis baat pe ronaa aayaa
Sahir Ludhianvi
Ghazal
tuu ne kyaa aatish-e-hal-karda pilaa dii saaqii
bhuun Daalaa hai jigar aag lagaa dii saaqii
Rind Lakhnavi
Ghazal
yaad rakhne kii jagah hai ye tilism-e-hairat
sub.h ko dekhte hii bhuul ga.e shaam ko ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vo faaKHta thii jise goliyo.n ne bhuun diyaa
ye qatl sehn-e-gulistaa.n me.n jaarehaana hu.aa
P P Srivastava Rind
Ghazal
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
ai 'mus.hafii' jal-bhun ke hu.aa KHaak me.n saaraa
dikhlaavegii ab kyaa tapish-e-dil nahii.n ma.aluum
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
charaaGo.n kaa kaleja bhun rahii hai.n
havaa.e.n dard kis kaa sun rahii hai.n
Ashhad Karim Ulfat
Ghazal
dushman-e-jaa.n hai tishna-e-KHuu.n hai
shoKH hai baa.nk hai nikat bhuu.n hai
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
KHaak jal-bhun ke to ho jaa.egaa charKH-e-bad-bii.n
naala kar baiThe jo dil-soKHtagaan-e-dehlii
Syed Mehdi Hussain Mehdi
Ghazal
Jumbish Khairabadi
Ghazal
yuu.n dil hamaaraa ishq kii aatish me.n KHush hu.aa
bhun kar tamaam aag me.n khiltaa hai juu.n chanaa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
shab ham ko jo us kii dhun rahii hai
kyaa jii me.n udhe.D-bun rahii hai
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
Zareef Lakhnavi
Ghazal
dil garmii-e-raqiib se jal-bhun ke rah gayaa
aur meraa zabt dekh na uTThaa dhu.aa.n talak
Munshi Banwari Lal Shola
Ghazal
sargarm-e-naaz dekh ke Gairo.n ke saath use
jal-bhun ke ho gayaa dil-e-shaidaa kabaab-e-shab