SEARCH RESULTS
Showing search results for "biknaa"
Ghazal MATCHES FOR "biknaa"
Ghazal
kis ko biknaa thaa magar KHush hai.n ki is hiile se
ho ga.ii.n apne KHariidaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mushkil hai teraa saath nibhaanaa tamaam umr
biknaa hai naa-guziir to baazaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Ghazal
baaG me.n honaa hii shaayad seb kii pahchaan thii
ab ki vo baazaar me.n hai ab to biknaa hai use
Hakeem Manzoor
Ghazal
bik ke yuusuf ne KHariidaa hai vo rutba ki na puuchh
ye hii biknaa hai to ham muft hii sau baar bike
Qurban Ali Salik Beg
Ghazal
'anjum' kaa sher kahne se biknaa muraad hai
tahsii.n se kuchh Garaz hai na ilzaam se Garaz
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
aasaar kaa to biknaa aasaa.n nahii.n thaa lekin
qiimat ghaTaa ghaTaa kar dushvaar bechte the
Anisur Rahman
Ghazal
vakiilo.n kaa biknaa 'ayaa.n ho chukaa hai
tuu apnii haqiiqat dikhaa de ai 'aadil
Touqeer Ijaz
Ghazal
kisii ko roTii ke Tuk.Do.n me.n biknaa pa.Dtaa hai
hai.n aise kitne jo daulat dabaa.e baiThe hai.n
Marghoob Haidar Aabidi
Ghazal
duniyaa tujhe hai biknaa jahaa.n shauq se to bik
'vaahid-naziir' teraa KHariidaar bhii nahii.n
Wahid Nazeer
Ghazal
biknaa pa.D jaa.e to bik jaa.uu.ngaa lekin
bech nahii.n saktaa apnaa iimaan kabhii mai.n
Manik Vishwakarma Navrang
Ghazal
Shahid Zaki
Ghazal
hame.n chashm-e-biinaa dikhaatii hai sab kuchh
vo andhe hai.n jo jaam-e-jam dekhte hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
mai.n 'zafar' taa-zindagii biktaa rahaa pardes me.n
apnii ghar-vaalii ko ik ka.ngan dilaane ke liye