SEARCH RESULTS
Showing search results for "biknaa"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "biknaa"
Ghazal
kis ko biknaa thaa magar KHush hai.n ki is hiile se
ho ga.ii.n apne KHariidaar se baate.n kyaa kyaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Iftikhar Arif
Ghazal
mushkil hai teraa saath nibhaanaa tamaam umr
biknaa hai naa-guziir to baazaar dekh le.n
Aashufta Changezi
Sher
Iftikhar Arif
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "biknaa"
Sher
Riyaz Khairabadi
Ghazal
Riyaz Khairabadi
Sher
baaG me.n honaa hii shaayad seb kii pahchaan thii
ab ki vo baazaar me.n hai ab to biknaa hai use
Hakeem Manzoor
Ghazal
baaG me.n honaa hii shaayad seb kii pahchaan thii
ab ki vo baazaar me.n hai ab to biknaa hai use
Hakeem Manzoor
Ghazal
bik ke yuusuf ne KHariidaa hai vo rutba ki na puuchh
ye hii biknaa hai to ham muft hii sau baar bike
Qurban Ali Salik Beg
Nazm
bazar
tum ko bhii ek na ik din yuu.nhii biknaa hogaa
apne naamuus kii deriina rivaayat ke liye
Shahid Akhtar
Ghazal
'anjum' kaa sher kahne se biknaa muraad hai
tahsii.n se kuchh Garaz hai na ilzaam se Garaz
Mirza Asman Jah Anjum
Ghazal
aasaar kaa to biknaa aasaa.n nahii.n thaa lekin
qiimat ghaTaa ghaTaa kar dushvaar bechte the
Anisur Rahman
Hindi Ghazal
jis ko biknaa hai chupke se bik jaa.egaa
yuu.n khule aam mat manDiyaa.n kholiye
Omprakash Yati
Ghazal
vakiilo.n kaa biknaa 'ayaa.n ho chukaa hai
tuu apnii haqiiqat dikhaa de ai 'aadil



