SEARCH RESULTS
Showing search results for "bilaa-shuba"
Ghazal MATCHES FOR "bilaa-shuba"
Ghazal
bilaa-shuba vahii qaatil hai apne ahd kaa lekin
shahaadat kaun de ki saamne hai vardiyaa.n us kii
Imtiyaz Ahmad Qamar
Ghazal
ye iztiraab kaa aalam ye shauq-e-be-paayaa.n
'shakiil' aaj bilaa-shuba kuu-e-yaar me.n hai
Shakeel Badayuni
Ghazal
jal jal ke mar hii jaa.egaa haasid bilaa-shubah
hotaa hai meraa naam agar 'aam aur kuchh
Aazim Sardhanvi
Ghazal
Shuja Khaavar
Ghazal
hasii.n hai yuu.n to bilaa-shub.h aap kaa paikar
hasiin-tar hai magar aap kii sanam aa.nkhe.n
Farooq Shakeel
Ghazal
jiite hu.e ghabraate hai.n ye log 'ajab hai.n
be-maut hii mar jaate hai.n ye log 'ajab hai.n
Ahmad Kamal Hashmi
Ghazal
jis ko lagtaa hai gum-shuda huu.n mai.n
jaan le mujh ko zalzala huu.n me.n
Seema Sharma Sarhad
Ghazal
ye lafz ye lahja ye zabaa.n kaun sunegaa
kyo.n dasht me.n dete ho azaa.n kaun sunegaa
Shuja Khaavar
Ghazal
binaa-e-arz-o-falak harf-e-ibtidaa huu.n mai.n
bikhar gayaa to samajh lo ki intihaa huu.n mai.n
Abdullah Kamal
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
balaa-kashaan-e-shab-e-Gam umiidvaar-e-sahar
tuluu-e-jaam faroG-e-shu.aa-e-mehr ki maah
Abrar Azmi
Ghazal
Shamsa Najm
Ghazal
paa.oge ba.Dii shohrat gar kaam ye kar jaa.o
jiinaa nahii.n aataa to KHaamoshii se mar jaa.o
Shuja Khaavar
Ghazal
gaa.nv se guzregaa aur miTTii ke ghar le jaa.egaa
ek din dariyaa sabhii diivaar o dar le jaa.egaa