SEARCH RESULTS
Showing search results for "bohtaan"
Ghazal MATCHES FOR "bohtaan"
Ghazal
hai god ke paalo.n se ab KHauf-e-daGaa-baazii
ye apne hii bhaa.njo.n par bohtaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
tohmat-e-bosa abas detii ho manzuur jo ho
kar ke be-faa.eda bohtaan ye gaalii denaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
bad-go.ii sii bad-go.ii hai bohtaan saa bohtaan
aur us pe vo kahtaa hai ki mai.n kuchh nahii.n kahtaa
Dattatriya Kaifi
Ghazal
bazm-e-yaaraa.n me.n mire fan pe hai u.nglii uTThii
phir mirii fikr pe bohtaan lagaa zindabaad
Kazim Husain Kazim
Ghazal
makkaaro.n kii is duniyaa me.n kabhii kabhii 'aalam'
achchhe logo.n ko bohtaan uThaanaa pa.Dtaa hai
Alam Khursheed
Ghazal
dil lagaanaa chaahiye chal kar kisii haivaan se
darj.haa behtar hai.n ye is daur ke insaan se
Ateeq Muzaffarpuri
Ghazal
mai.n aap se KHafaa huu.n ki tum ruuThe ho pa.De
bohtaan mere sar pe na yuu.n dhar ke so.iye
Nizam Rampuri
Ghazal
reKHta kaa ik nayaa majzuub hai 'shahpar' rasuul
shohrat us ke naam par ik na.ng hai bohtaan hai
Shehpar Rasool
Ghazal
ham aur terii shikaayate.n zaalim KHudaa se Dar
bohtaan hai Galat hai ye mahz ittihaam hai
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
Nizam Rampuri
Ghazal
aise bohtaan lagaa.e ki KHudaa yaad aayaa
but ne ghabraa ke kahaa mujh se ki qur.aan uThaa
Natiq Gulavthi
Ghazal
ye daur vo hai 'muzaffar' gunaah zaid kare
bakar kii zaat pe bohtaan TuuT jaataa hai
Muzaffar Hanfi
Ghazal
sab husn ko ma.asuum samajhte hai.n jahaa.n me.n
aur ishq ke maathe pe hai.n bohtaan hazaaro.n
Rakhshan Hashmi
Ghazal
ham se kyaa hogii ta'alluq me.n buraa.ii saahab
ham to bohtaan hii gha.Dne me.n abhii kachche hai.n