SEARCH RESULTS
Showing search results for "bole.n"
Ghazal MATCHES FOR "bole.n"
Ghazal
khulaa hai jhuuT kaa baazaar aa.o sach bole.n
na ho balaa se KHariidaar aa.o sach bole.n
Qateel Shifai
Ghazal
jhuuT kyuu.n bole.n faroG-e-maslahat ke naam par
zindagii pyaarii sahii lekin hame.n marnaa to hai
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
mai.n tujhe chhe.D ke KHaamosh rahuu.n sab bole.n
baato.n baato.n me.n ko.ii aisaa bhii pahluu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
sun kar lagii ye kahne vo ayyaar-e-naaznii.n
''kyaa bole.n chal hamaaraa to dil tujh se phaT gayaa''
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ab apnii zamii.n chaa.nd ke maanind hai 'anvar'
bole.n to kisii ko bhii sunaa.ii nahii.n detaa
Anwar Masood
Ghazal
jhuuT bhii bole.n sadaaqat ke payambar bhii bane.n
ham ko baKHsho ye siyaasat nahii.n hogii ham se
Iqbal Azeem
Ghazal
niim-kushta hai.n to hai.n phir kyaa kare.n
kuchh agar bole.n to vo sharmaa.egaa
Shad Azimabadi
Ghazal
bole.n aap pe ko.ii qayaamat guzregii kyaa
aap ke jaise ham ho jaa.e.n aap bataa.e.n
Fauziya rabab
Ghazal
ghar kii dahliiz se lag kar miraa rasta dekhe.n
der se aa.uu.n to bole.n mujhe us kii aa.nkhe.n
Shakeel Azmi
Ghazal
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
saakit rahe.n to ham hii Thaharte hai.n baa-qusuur
bole.n to baat ba.Dhtii hai chhoTii sii baat se
Abdul Hamid Adam
Ghazal
daraKHto.n se judaa hote hu.e patte agar bole.n
to jaane kitne bhuule-bisre afsaano.n ke dar khole.n
Khalid Sharif
Ghazal
har taraf ek pur-asraar sii KHaamoshii hai
apne saa.e se ko.ii baat kare.n kuchh bole.n
Krishn Adeeb
Ghazal
hit chor chit bhulaave mai.n aapne piyaa kuu.n
aaqil jahaa.n ke bole.n hikmat use kate hai.n