SEARCH RESULTS
Showing search results for "bostan"
Ghazal MATCHES FOR "bostan"
Ghazal
har nargis-e-jamiil ne maKHmuur kar diyaa
pii kar uThe sharaab har ik bostaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
havaa-e-taaza paa kar bostaa.n ko yaad karte hai.n
asiiraan-e-qafas vaqt-e-sahar fariyaad karte hai.n
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
shaidaa-e-ruu-e-gul na to shaidaa-e-qadd-e-sarv
sayyaad ke shikaar hai.n is bostaa.n me.n ham
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
gosh-e-ibrat se sune ko.ii mirii fariyaad hai
bulbul-e-KHuunii.n navaa-e-bostaan-e-lucknow
Nazm Tabatabai
Ghazal
nuur se ma.amuur hai har gul ba-sahn-e-bostaa.n
qatra-e-shabnam nazar me.n taar hai tere baGair
Saib Tonki
Ghazal
nahii.n hai jaa-e-tarannum ye bostaa.n ki nahii.n
sivaa.e KHuun-e-jigar mai ayaaG me.n gul ke
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
vahii gul shajar hai vahii bostaa.n hai
vahii aap hai baaGbaa.n is chaman kaa
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
Bayan Meeruthi
Ghazal
hotaa hai gul ke suu.nghe se duunaa girafta dil
mujh saa bhii bad-dimaaG kam is bostaa.n me.n hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
bachaa ke rakkhaa hai jis ko Guruub-e-jaa.n ke liye
ye ek sub.h to hai sair-e-bostaa.n ke liye
Majeed Amjad
Ghazal
dikhaa.egaa na agar sair-e-bostaa.n sayyaad
pha.Dak pha.Dak ke qafas hii me.n duu.ngaa jaa.n sayyaad
Rind Lakhnavi
Ghazal
Nazm Tabatabai
Ghazal
go ham qafas se jaa na sake bostaa.n talak
u.D u.D ke ra.ng-e-chehra gayaa par vahaa.n talak