SEARCH RESULTS
Showing search results for "bostan"
Nazm MATCHES FOR "bostan"
Nazm
kisan
tifl-e-baaraa.n taajdaar-e-KHaak amiir-e-bostaa.n
maahir-e-aa.iin-e-qudarat naazim-e-bazm-e-jahaa.n
Josh Malihabadi
Nazm
KHak-e-hind
shaidaa-e-bostaa.n ko sarv-o-saman mubaarak
ra.ngii.n tabii.ato.n ko ra.ng-e-suKHan mubaarak
Chakbast Braj Narayan
Nazm
inqalab
reg-e-sahraa par nazar aa.e.nge laakho.n laala-zaar
KHuun se ra.ngii.n fazaa-e-bostaa.n ho jaa.egii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dilli se wapsi
yaad aa.e.nge mujhe tere zamiin-o-aasmaa.n
rah chuke hai.n merii jaulaa.n-gaah tere bostaa.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
tifli ke KHwab
chhe.Daa hai saaz hazrat-e-'saadii' ne jis jagah
us bostaa.n ke shoKH anaadil me.n ham bhii ho.n
Asrarul Haq Majaz
Nazm
waqt-e-murawwat
uThaa ke phir sar-e-pur-shauq paa-e-jaanaa.n se
kahaa ye mai.n ne ki ai sarv-e-bostaan-e-vajuud
Josh Malihabadi
Nazm
hindostan
kyaa Gairat-e-iram hai ye bostaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa
Aaftab Rais Panipati
Nazm
mustaqbil
TuuT jaa.e.ngii qafas kii tiiliyaa.n ik aan me.n
chahchaho.n se bostaa.n ra.ngii.n-navaa jo jaa.e.nge
Ahmaq Phaphoondvi
Nazm
KHak-e-hind
shaidaa-e-bostaa.n ko sarv-o-saman mubaarak
rangii.n tabii'ato.n ko rangii.n suKHan mubaarak
Chakbast Braj Narayan
Nazm
saba akbar aabaadi
taz.iin-e-bostaan-e-vatan muddato.n hu.ii
asnaaf-e-shaa.erii nazar aatii hai.n be-asaas
Muslim Shameem
Nazm
jashn-e-nauroz
har shaaKH is chaman me.n harii chand roz hai
shabnam kii bostaa.n me.n namii chand roz hai
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Nazm
gladiola
ye bostaan-e-jamaal ke KHush-KHiraam rahrav
hujuum-e-ra.ng-e-KHayaal me.n raah se bhaTak kar
Ameen Rahat Chugtai
Nazm
hindostan
kyaa Gairat-e-iram hai ye bostaa.n hamaaraa
hai taa.ir-e-tilaa.ii hindostaa.n hamaaraa