SEARCH RESULTS
Showing search results for "botal"
Ghazal MATCHES FOR "botal"
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
har vaqt ik KHumaar thaa har dam suruur thaa
botal baGal me.n thii ki dil-e-naa-subuur thaa
Jigar Moradabadi
Ghazal
Zubair Rizvi
Ghazal
kah do ki be-vazuu na chhu.e us ko mohtasib
botal me.n band ruuh kisii paarsaa kii hai
Bekhud Dehlvi
Ghazal
KHaalii rakkhii hu.ii botal ye pataa detii hai
ki abhii uTh ke gayaa hai ko.ii mai-KHaane se
Bismil Azimabadi
Ghazal
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
khisak bhii jaa.egii botal to pak.De jaa.e.nge rind
janaab-e-shaiKH lage aap kyuu.n qasam khaane
Bismil Azimabadi
Ghazal
'faiz' kii fikr kii botal me.n hai jo zahr-e-suKHan
dekhnaa hai kii abhii kitne baras piite hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
ham kaag u.Daa dete hai.n botal kaa usii vaqt
garmii me.n bhii aa jaatii hai jab kaalii ghaTaa yaad
Davarka Das Shola
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
Nushur Wahidi
Ghazal
saaqii ye raqm sach hai jo mujh par hisaab kii
botal pe haath rakh ke qasam khaa sharaab kii
Qamar Jalalvi
Ghazal
chune hu.e hai.n piyaale jhukii hu.ii botal
nayaa qu.uud niraalaa qayaam hai saaqii
Josh Malihabadi
Ghazal
laa.o mai.n us ko saaGar-e-dil me.n sambhaal luu.n
botal me.n ik parii hai mirii jaan kii tarah