SEARCH RESULTS
Showing search results for "brahamnaan"
Ghazal MATCHES FOR "brahamnaan"
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
Qayyum Nazar
Ghazal
ishq-e-but me.n kufr kaa mujh ko adab karnaa pa.Daa
jo brahman ne kahaa aaKHir vo sab karnaa pa.Daa
Akbar Allahabadi
Ghazal
tarz-e-nigaah us kii dil le ga.ii sabho.n ke
kyaa momin o brahman kyaa gabr aur tarsaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
zehn sanjiida masaa.il se haTaane ke liye
roz ye shaiKH o brahman kaa tamaashaa na karo
Hafeez Merathi
Ghazal
patthar ke aage sajda kyaa tuu ne brahman
kaafir tujhe tire but-e-pindaar ne kiyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
jab bhii ye KHayaal aayaa kyaa dair hai kyaa kaa'ba
naaquus-e-brahman se aavaaz-e-azaa.n aa.ii
Ravish Siddiqi
Ghazal
Ameer Minai
Ghazal
Ranjoor Azimabadi
Ghazal
Pandit Chandr Bhan Brahman
Ghazal
kuuche me.n us sanam ke KHudaa.ii kaa lutf hai
naahaq phiraa mai.n shaiKH o brahman ke saath saath
Nizam Rampuri
Ghazal
dekhaa hai 'aashiqo.n ne brahman kii aa.nkh se
har but KHudaa hai chaahne vaalo.n ke saamne
Muneer Shikohabadi
Ghazal
kyaa shaiKH o brahman pe kare ko.ii bharosa
tasbiih registered na zunnaar registered
Shauq Bahraichi
Ghazal
brahman but-kade ke shaiKH baitullaah ke sadqe
kahe.n hai.n jis ko 'saudaa' vo dil-e-aagaah ke sadqe
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ik brahman ne ye aa ke sehan-e-masjid me.n kahaa
ishq jis patthar ko chhuu le vo KHudaa ban jaa.egaa
Saleem Ahmed
Ghazal
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ik brahman ne kahaa hai mere haal-e-zaar par
ho ke momin mar rahaa hai kyuu.n but-e-pindaar par
Bilal Saharanpuri
Ghazal
shaiKH rotaa hai ise sun ke brahman yaksuu
pur-asar bas ki miraa naalaa-e-naaquusii hai