SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulaayaa"
Ghazal MATCHES FOR "bulaayaa"
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
ab to maz.hab ko.ii aisaa bhii chalaayaa jaa.e
jis me.n insaan ko insaan banaayaa jaa.e
Gopaldas Neeraj
Ghazal
Qamar Jalalvi
Ghazal
be-samt manzilo.n ne bulaayaa hai phir hame.n
sannaaTe phir bichhaane lagii raasto.n me.n raat
Shahryar
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
KHud apne KHuun me.n pahle nahaayaa jaataa hai
vaqaar KHud nahii.n bantaa banaayaa jaataa hai
Varun Anand
Ghazal
tuu miraa kufr bhii hai tuu miraa iimaan bhii hai
tuu ne luuTaa hai mujhe tuu ne basaayaa hai mujhe
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
aavaaz de rahaa thaa ko.ii mujh ko KHvaab me.n
lekin KHabar nahii.n ki bulaayaa kahaa.n gayaa
Faisal Ajmi
Ghazal
ek muddat use dekhaa use chaahaa lekin
vo kabhii paas se guzraa to bulaayaa na gayaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
yuu.n roz hu.aa karte the be-saaKHta chakkar
ab aaj bulaayaa hai to jaanaa nahii.n aataa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
Nooh Narvi
Ghazal
ye tum be-vaqt kaise aaj aa nikle sabab kyaa hai
bulaayaa jab na aa.e ab ye aanaa be-talab kyaa hai