SEARCH RESULTS
Showing search results for "bulbule"
Ghazal MATCHES FOR "bulbule"
Ghazal
ye aarzuu thii tujhe gul ke ruu-ba-ruu karte
ham aur bulbul-e-betaab guftuguu karte
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ai bulbul-e-bahaar-e-chaman apnii KHair maa.ng
sayyaad-o-baaGbaa.n me.n mulaaqaat ho ga.ii
Qamar Jalalvi
Ghazal
naala hai bulbul-e-shoriida tiraa KHaam abhii
apne siine me.n ise aur zaraa thaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
gul ke KHvaahaa.n to nazar aa.e bahut itr-farosh
taalib-e-zamzama-e-bulbul-e-shaidaa na milaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
vo naGma bulbul-e-ra.ngii.n-navaa ik baar ho jaa.e
kalii kii aa.nkh khul jaa.e chaman bedaar ho jaa.e
Asghar Gondvi
Ghazal
Mazhar Mirza Jaan-e-Janaan
Ghazal
us mauj-KHez dahr me.n ham ko qazaa ne aah
paanii ke bulbule kii tarah se miTaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
lutf-e-chaman hai bulbul-e-gulzaar ke liye
kaifiiyat-e-sharaab hai mai-KHvaar ke liye
Haidar Ali Aatish
Ghazal
vaqt hai gar bulbul-e-miskii.n zuleKHaa.i kare
yuusuf-e-gul jalva-farmaa hai ba-baazaar-e-chaman
Mirza Ghalib
Ghazal
duur-uuftaada-e-chaman-e-fikr hai 'asad'
murG-e-KHayaal bulbul-e-be-baal-o-par hai aaj
Mirza Ghalib
Ghazal
naala-e-bulbul-e-shaidaa to sunaa ha.ns ha.ns kar
ab jigar thaam ke baiTho mirii baaii aa.ii
Lala Madhav Ram Jauhar
Ghazal
bajaa hai gar na sune naala-haa-e-bulbul-e-zaar
ki gosh-e-gul nam-e-shabnam se pamba-aagii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
kal shab-e-maahtaab me.n ik bulbul-e-aafat-navaa
markaz-e-Gam ban rahaa thaa raat bhar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
Khurshid Talab
Ghazal
vajd ho bulbul-e-tasviir ko jis kii buu se
us se gul-rang kaa da.avaa kare phir kis ruu se
Meer Anees
Ghazal
zaraa sii der me.n vo bulbule bhii phuuT ga.e
jinhe.n vajuud milaa Garq-e-aab kar ke mujhe
Bharat Bhushan Pant
Ghazal
ek shab bulbul-e-betaab ke jaage na nasiib
pahlu-e-gul me.n kabhii KHaar ne sone na diyaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ye zamzama tuyuur-e-KHush-aaha.ng kaa nahii.n
hai naGma-sa.nj bulbul-e-ra.ngii.n-navaa-e-qalb