SEARCH RESULTS
Showing search results for "burd-baarii"
Ghazal MATCHES FOR "burd-baarii"
Ghazal
vahii josh-e-haq-shanaasii vahii azm-burd-baarii
na badal sakaa zamaana mirii KHuu-e-vaza-daarii
Jurm Mohammadabadi
Ghazal
zabaa.n KHamosh magar chiiKHte hai.n KHaal-o-KHad
ye kaisaa sabr hai ye kaisii burd-baarii hai
Tara Iqbal
Ghazal
dekhne me.n lagtii thii bhiigtii simaTtii raat
phailtii ga.ii lekin buu.nd buu.nd baTtii raat
Ali Akbar Abbas
Ghazal
jaldii na kar ki saaqiyaa ye fe'l hai buraa
baaqii hai shab tamaam saliiqe se jaam de
Ahmar Nadeem
Ghazal
KHuluus teraa bhii ab zad me.n aa gayaa 'baanii'
yahaa.n ye roz ke qisse hai.n jii buraa mat kar
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
na shab se dekhii ga.ii barg-e-aaKHirii kii thakan
ki buu.nd os se us ko utaar le aa.ii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
shafaq banii aasmaa.n me.n jaa kar
jo KHuu.n kii buu.nd ik nishaan bhar thii
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Momin Khan Momin
Ghazal
ye zulf agar khul ke bikhar jaa.e to achchhaa
is raat kii taqdiir sa.nvar jaa.e to achchhaa