SEARCH RESULTS
Showing search results for "buud"
Ghazal MATCHES FOR "buud"
Ghazal
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
gulzaar-e-hast-e-buud na begaana-vaar dekh
hai dekhne kii chiiz ise baar baar dekh
Allama Iqbal
Ghazal
buud-o-nabuud kii tamiiz ek azaab thii ki thii
ya.anii tamaam zindagii dhu.nd me.n Duubtii ga.ii
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
juu.n sharar ai hastii-e-be-buud yaa.n
baare ham bhii apnii baarii bhar chale
Khwaja Meer Dard
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
bas ik gubaar-e-vahm hai ik kuucha-gard kaa
diivaar-e-buud kuchh nahii.n aur dar bhii kuchh nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
letaa huu.n maktab-e-Gam-e-dil me.n sabaq hanuuz
lekin yahii ki raft gayaa aur buud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ishq un kii aql ko hai jo maa-sivaa hamaare
naachiiz jaante hai.n naa-buud jaante hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n