SEARCH RESULTS
Showing search results for "buud-o-baash"
Ghazal MATCHES FOR "buud-o-baash"
Ghazal
shaamil mire vujuud me.n hai buud-o-baash me.n
mai.n duur tak na jaa.u.ngaa us kii talaash me.n
Gauhar Aziz
Ghazal
ajnabii buud-o-baash ke qurb-o-javaar me.n milaa
bichh.Daa to vo mujhe kisii aur dayaar me.n milaa
Javed Shaheen
Ghazal
Aftab Khan
Ghazal
mai.n jis jagah huu.n vahaa.n buud-o-baash kis kii hai
mire badan ke kafan me.n ye laash kis kii hai
Fazil Jamili
Ghazal
Lutfunnisa Imtiyaz
Ghazal
har ek daur me.n insaa.n kii buud-o-baash milii
kisii zamii.n ko bhii khodaa to merii laash milii
Indr Mohan Mehta Kaif
Ghazal
saamaan-e-buud-o-baash thaa jangal se shahr tak
ham apnaa bojh nafs ke gho.Do.n pe laa.e hai.n
Naseem Abbasi
Ghazal
tamaam umr yuu.nhii tarz-e-buud-o-baash rahii
kahii.n charaaG banaa mai.n kahii.n havaa hu.aa mai.n
Iqbal Kausar
Ghazal
laa-makaa.n hai vaaste un kii maqaam-e-buud-o-baash
go ba-zaahir kahne ko kalkatta aur lahore hai
Shah Aasim
Ghazal
aamad pe terii itr o charaaG o subuu na ho.n
itnaa bhii buud-o-baash ko saada nahii.n kiyaa
Parveen Shakir
Ghazal
sahraa kii buud-o-baash hai achchhii na kyuu.n lage
suukhii hu.ii gulaab kii Tahnii gilaas me.n
Shakeb Jalali
Ghazal
shahro.n kii buud-o-baash ne vahshii kiyaa use
phirtaa hai qais haath me.n KHanjar nikaal kar