SEARCH RESULTS
Showing search results for "chachii"
Ghazal MATCHES FOR "chachii"
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
chaachaa ko mil ga.ii thii.n chachii maal-daar sii
maamuu.n tamaam umr mamaanii me.n pha.ns ga.e
Khalid Irfan
Ghazal
nahii.n maa.n baap kii izzat salaamat
chachii kyaa chiiz hai 'haashim' chachaa kyaa
Hashim Azimabadi
Ghazal
beTii allaah tumhe.n sabr de daa.ii to chalii
kis ko ab kah ke purkaaruu.ngii bu.aa mere baad
Shaida Allahabadi
Ghazal
beTe-bahuu kaa ghuumnaa kis mu.nh se Tokiye
ab to chachii bhii ghuum rahii hai.n chachaa ke saath
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
na baap maa.n se na baajii chachii chachaa se Garaz
Garaz hai apnii to us be-Garaz KHudaa se Garaz
Shaida Allahabadi
Ghazal
sar jhukaa.oge to patthar devtaa ho jaa.egaa
itnaa mat chaaho use vo bevafaa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
Amir Ameer
Ghazal
ek lamhe me.n simaT aaya hai sadiyo.n kaa safar
zindagii tez bahut tez chalii ho jaise
Faaiz Anwar
Ghazal
chaahe hai phir kisii ko muqaabil me.n aarzuu
surme se tez dashna-e-mizhgaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
kal kii baat aur hai mai.n ab saa rahuu.n yaa na rahuu.n
jitnaa jii chaahe tiraa aaj sataa le mujh ko
Qateel Shifai
Ghazal
girya chaahe hai KHaraabii mire kaashaane kii
dar o diivaar se Tapke hai bayaabaa.n honaa
Mirza Ghalib
Ghazal
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e