SEARCH RESULTS
Showing search results for "chachii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chachii"
Ghazal
Khalid Irfan
Ghazal
chaachaa ko mil ga.ii thii.n chachii maal-daar sii
maamuu.n tamaam umr mamaanii me.n pha.ns ga.e
Khalid Irfan
Mazahiya
vaah bii municipality jaan kyaa kahnaa tiraa
tuu chachii lailaa kii aashiq teraa majnuu.n kaa chachaa
Zareef Lakhnavi
Nazm
chacha ke sath
miltaa nahii.n mizaaj chachii kaa chachaa ke saath
jaise charaaG baa.ndh diyaa ho havaa ke saath
Khalid Irfan
Ghazal
nahii.n maa.n baap kii izzat salaamat
chachii kyaa chiiz hai 'haashim' chachaa kyaa
Hashim Azimabadi
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "chachii"
Nazm
taqsim-e-wazarat
chachii ko media de do chachaa ko railway de do
tumhaaraa jo muKHaalif ho tum us ko jail-way de do
Khalid Irfan
Qita
dayaar-e-Gair me.n jis din chalii ga.ii bijlii
black ho ga.ii ghar kii fazaa a.ndhere me.n
Khalid Irfan
Ghazal
beTii allaah tumhe.n sabr de daa.ii to chalii
kis ko ab kah ke purkaaruu.ngii bu.aa mere baad
Shaida Allahabadi
Short story
Sameena Nazir
Ghazal
beTe-bahuu kaa ghuumnaa kis mu.nh se Tokiye
ab to chachii bhii ghuum rahii hai.n chachaa ke saath
Sham Lal Roshan Dehlvi
Ghazal
na baap maa.n se na baajii chachii chachaa se Garaz
Garaz hai apnii to us be-Garaz KHudaa se Garaz
Shaida Allahabadi
Sher
aziiz itnaa hii rakkho ki jii sambhal jaa.e
ab is qadar bhii na chaaho ki dam nikal jaa.e
Obaidullah Aleem
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
chaahe ummiid kii sham.e.n ho.n ki yaado.n ke charaaG
mustaqil bo.ad bujhaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Ghazal
sar jhukaa.oge to patthar devtaa ho jaa.egaa
itnaa mat chaaho use vo bevafaa ho jaa.egaa



