SEARCH RESULTS
Showing search results for "chalan"
Ghazal MATCHES FOR "chalan"
Ghazal
Peer Nasiruddin Shah Naseer
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
jis din se chalaa huu.n mirii manzil pe nazar hai
aa.nkho.n ne kabhii miil kaa patthar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
raushan jamaal-e-yaar se hai anjuman tamaam
dahkaa hu.aa hai aatish-e-gul se chaman tamaam
Hasrat Mohani
Ghazal
chalan thaa sab ke Gamo.n me.n shariik rahne kaa
ajiib din the ajab sar-phire zamaane the
Aashufta Changezi
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
badan pe jis ke sharaafat kaa pairahan dekhaa
vo aadmii bhii yahaa.n ham ne bad-chalan dekhaa
Gopaldas Neeraj
Ghazal
chaahe jitnaa bhii biga.D jaa.e zamaane kaa chalan
jhuuT se haarte dekhaa nahii.n sachchaa.ii ko
Waseem Barelvi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
ishq me.n aaj bhii hai niim-nigaahii kaa chalan
pyaar karte hai.n usii husn-e-rivaayaat se ham
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
mai.n na chho.Duu.ngaa sharaafat kaa chalan
ye sharaafat mirii zillat hii sahii
Kaif Ahmed Siddiqui
Ghazal
mai.n vafaa.o.n ka parastaar huu.n lekin mujh se
meraa mahbuub zamaane kaa chalan chaahtaa hai
Abrar Ahmad Kashif
Ghazal
Ibn e Insha
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
tumhaare baa'd chaman par jab ik nazar Daalii
kalii kalii me.n KHizaa.n ke charaaG jalte the