SEARCH RESULTS
Showing search results for "chalan"
Nazm MATCHES FOR "chalan"
Nazm
parchhaiyan
chalo ki chal ke siyaasii muqaamiro.n se kahe.n
ki ham ko jang-o-jadal ke chalan se nafrat hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
ustad-e-mohtaram ko mera salam kahna
jiine kaa fan sikhaayaa marne kaa baa.nkpan bhii
izzat ke gur bataa.e rusvaa.ii ke chalan bhii
Ahmad Hatib Siddiqi
Nazm
apne andar zara jhank mere watan
vahshato.n kaa chalan tujh me.n jaarii rahaa
qatl-o-KHuu.n kaa junuu.n tujh pe taarii rahaa
Sahir Ludhianvi
Nazm
urdu
agar tum raam ho to phir ye raavan kaa chalan kyuu.n hai
vatan me.n be-vatan kyuu.n hai
Manzar Bhopali
Nazm
makan
jahaa.n dhundlii fazaa.o.n kaa chalan hai
KHasta saa ek makaa.n mujh ko viraasat me.n milaa hai
Gulzar
Nazm
bazar
ek majbuur kaa tan biktaa hai man biktaa hai
in dukaano.n me.n sharaafat kaa chalan biktaa hai
Muzaffar Warsi
Nazm
abba ka chaaliswan
apne yahaa.n to maut me.n KHarche kaa hai chalan
Gam se niDhaal beTe ke maathe pe thii shikan
Nashtar Amrohvi
Nazm
cigarette aur pan ka mukalima
cigarette se jo sune paan ne ye talKH suKHan
bolaa KHaamosh ki achchhaa nahii.n haasid kaa chalan
Syed Mohammad Jafri
Nazm
diwali aur diwali milan
hai diivaalii kaa tyauhaar jitnaa shariif
shahr kii bijliyaa.n utnii hii bad-chalan
Nazeer Banarasi
Nazm
naya sal mubarak
bano nek nekii tumhaaraa chalan ho
bhalaa.ii kii dhun me.n hamesha magan ho
Mohammad Shafiuddin Nayyar
Nazm
hubb-e-watan
kuchh ho gayaa zamaana kaa ulTaa chalan yahaa.n
hubb-e-vatan ke badle hai buGz-e-vatan yahaa.n
Mohammad Husain Azad
Nazm
hum bhaarat ke rakhwale hain
sab bhaarat ke rakhvaale hai.n
kyaa shaiKH muGal sayyad kaa chalan