SEARCH RESULTS
Showing search results for "chamkaa"
Ghazal MATCHES FOR "chamkaa"
Ghazal
chabaa le.n kyo.n na KHud hii apnaa Dhaa.ncha
tumhe.n raatib muhayyaa kyo.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
jis ke maathe pe mire baKHt kaa taara chamkaa
chaa.nd ke Duubne kii baat usii shaam kii thii
Parveen Shakir
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
haath me.n chaa.nd jahaa.n aayaa muqaddar chamkaa
sab badal jaa.egaa qismat kaa likhaa jaam uThaa
Bashir Badr
Ghazal
Purnam Allahabadi
Ghazal
yaa shab kii saltanat me.n din kaa safiir aayaa
Gurbat me.n aa ke chamkaa gumnaam thaa vatan me.n
Allama Iqbal
Ghazal
ab jo chamkaa hai ye KHanjar to KHayaal aataa hai
tujh ko dekhaa ho kabhii nahr kinaare jaise
Irfan Siddiqi
Ghazal
umiido.n kaa suuraj na chamkaa na Duubaa
gahan pa.D gayaa jagmagaane se pahle
Shakeel Badayuni
Ghazal
shab-e-firaaq ko ai chaa.nd aa ke chamkaa de
nazar udaas hai taaro.n me.n jii nahii.n lagtaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
ufuq-e-zehn pe chamkaa tiraa paimaan-e-visaal
chaa.nd niklaa hai mire aalam-e-tanhaa.ii kaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
chamkaa tiraa jamaal jo mahfil me.n vaqt-e-shaam
parvaana be-qaraar hu.aa sham.a jal ga.ii
Akbar Allahabadi
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
tuluu-e-sub.h ne chamkaa diye hai.n abr ke chaak
'nadiim' ye miraa daamaan-e-mudda.aa hii na ho
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
kahii.n vo raat bhii mahkii hu.ii hai
kahii.n vo chaa.nd bhii chamkaa hu.aa hai
Naseer Ahmad Nasir
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
ek bhii sher guhar ban ke na chamkaa 'afzal'
kitne dariyaa-e-KHayaalaat kha.ngaale ham ne