SEARCH RESULTS
Showing search results for "changul"
Ghazal MATCHES FOR "changul"
Ghazal
har taraf se aa.egaa terii sadaa.o.n kaa javaab
chup ke changul se nikal aur ek aavaaza lagaa
Arsh Siddiqui
Ghazal
changul me.n hai muuzii ke dil us chashm ke haatho.n
gheraa ye Gazab panja-e-mizhgaa.n ke liye hai
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ko.ii to aa kar nikaale un ke changul se mujhe
mujh ko paagal kar rahe hai.n roz-o-shab ustaad jii
Seema Naqvi
Ghazal
yuu.n panja-e-mizhgaa.n me.n pa.Daa hai ye maraa dil
juu.n changul-e-shahbaaz me.n usfuur kii gardan
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
mai.n meraa mai.n ne mujh se ki changul se
KHud ko aksar khii.nch ke laanaa pa.Dtaa hai
Fani Jodhpuri
Ghazal
Afzaal Naveed
Ghazal
kal tak jo riyaa-kaaro.n ke changul me.n pha.nsaa thaa
ab merii himaayat me.n nagar bol rahaa hai
M. I. Sajid
Ghazal
Hasan Abbas Raza
Ghazal
dev-e-alfaaz ke changul se chhu.Daane ke liye
aaKHir-e-shab ko.ii ma.anaa kii parii aa.e hame.n
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
Shah Aasim
Ghazal
Saail Dehlvi
Ghazal
ai kaash chaman habs ke changul se nikal aa.e
kyaa faa.eda us abr kaa jo khul ke na barse
Sughra Sadaf
Ghazal
mahfuuz rakhaa 'ishq ne iizaa-e-ajal se
kunjashk the par changul-e-shaahii.n me.n pale ham
Joshish Azimabadi
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
luft-e-KHiram-e-saaqii o zauq-e-sadaa-e-chang
ye jannat-e-nigaah vo firdaus-e-gosh hai