SEARCH RESULTS
Showing search results for "chappe"
Ghazal MATCHES FOR "chappe"
Ghazal
chappe chappe pe hai.n yaa.n gauhar-e-yaktaa tah-e-KHaak
dafn hogaa kahii.n itnaa na KHazaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
us kaa paikar ka.ii qisto.n me.n chhape novel saa
kabhii chehra kabhii aa.nkhe.n kabhii gesuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
is maah-e-chaardah kaa chhape ishq kyuu.nke aah
ab to tamaam shahr me.n mash.huur ho gayaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
chaak-e-daamaa.n-o-girebaa.n ke bhii aadaab hai.n kuchh
har divaane ko kahaa.n jaama-darii aave hai
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
kal merii ye Gazal chhape to pa.Dh lenaa
aur phir vo aKHbaar chhupaa kar rakhnaa tum
Bhaskar Shukla
Ghazal
Aurang zeb
Ghazal
us kaa paikar ka.ii qisto.n me.n chhape novel saa
kabhii chehra kabhii aa.nkhe.n kabhii gesuu aa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
chappe chappe pe hai kuchlii hu.ii kaliyo.n kaa lahuu
is gulistaa.n ke liye baad-e-bahaarii kam hai
Arif Imam
Ghazal
manzil-e-shauq pe chamke.nge jo motii kii tarah
vo musaafir ke thake paa.nv ke chhaale ho.nge
Qamar Siwani
Ghazal
jo chaahe naam apnaa likhe aab-e-zar ke saath
mujh ko ye aab-e-zar kii ibaarat nahii.n qubuul
Riyaz Anwar
Ghazal
chappe chappe pe ho.n tahriir qiyaam aur sujuud
yaa-KHudaa itnii riyaazat mai.n nahii.n kar saktaa
Nadeem Asghar
Ghazal
aise chhape ki surma-e-chashm-e-jahaa.n hu.e
aise khule ki barq-e-sar-e-tuur ho ga.e
Ataur Rahman Jameel
Ghazal
Taban Abdul Hai
Ghazal
zindaa.n se aa.nkhe.n se.nkne us gul ke ghar ga.e
dozaKH se aag lene chale ham bahisht me.n
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ifshaa hu.e asraar-e-junuu.n jaama-darii se
chhaape ga.e aKHbaar mirii be-KHabarii se
Imdad Ali Bahr
Ghazal
jis ne luuTaa ho Gariibo.n ko masiihaa ban kar
kuchh bhii ho chaahe vo insaan nahii.n ho saktaa
Azhar Sajjad
Ghazal
chappe chappe pe hai.n KHush-rang ka.nval mahke hu.e
dil miraa aap kii yaado.n kaa nagar ho jaise