SEARCH RESULTS
Showing search results for "chappe"
Nazm MATCHES FOR "chappe"
Nazm
marsiya-e-dehli 4
chappe chappe pe hai.n yaa.n gauhar-e-yaktaa tah-e-KHaak
dafn hogaa na kahii.n itnaa KHazaana hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
ganga
ye josh-e-sabza-e-gul ye terii aab-baarii
qudrat ke chappe chappe par ye shaguufa-kaarii
Suroor Jahanabadi
Nazm
bachchon ka KHat chacha KHarru shechof aur mamun candy
tiir ulfat ke chale.n golii chale ehsaan kii
KHatm kar diije ra.uunat is tarah insaan kii
Raja Mehdi Ali Khan
Nazm
gwadar chhawni
agar kahii.n in ke bas me.n ho to
vatan kii miTTii ke chappe chappe pe chhaavnii ho
Salman Haider
Nazm
hindi musalman
chappe-chappe par hai.n ma.aabid aur un ke miinaar
kuuche-kuuche me.n hai.n maqaabir aur un ke anvaar
Masoom Sharqi
Nazm
etiraf
mai.n ne bikhre hu.e alfaaz ko yakjaa kar ke
zehn ko chaa.e ke do ghuu.nT se bedaar kiyaa
Syed Abbas Raza Tanweer
Nazm
aiwan-e-taslis mein sham-e-wahdat jale
chappe chappe pe apne nuquush-e-qadam
is tarah sabt kar do
Zaheer Siddiqui
Nazm
bhali si ek shakl thi
na ye ki vo chale to kahkashaa.n sii rahguzar lage
magar vo saath ho to phir bhalaa bhalaa safar lage
Ahmad Faraz
Nazm
shikwa
tuu jo chaahe to uThe siina-e-sahraa se habaab
rah-rav-e-dasht ho sailii-zada-e-mauj-e-saraab
Allama Iqbal
Nazm
mujhse pahle
chaahe ummiid kii sham.e.n ho.n ki yaado.n ke charaaG
mustaqil bo.ad bujhaa detaa hai rafta rafta
Ahmad Faraz
Nazm
dastur
diip jis kaa mahallaat hii me.n jale
chand logo.n kii KHushiyo.n ko le kar chale
Habib Jalib
Nazm
ek bar kaho tum meri ho
jab saavan baadal chhaa.e ho.n
jab phaagun phuul khilaa.e ho.n