SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaag-e-daag"
Ghazal MATCHES FOR "charaag-e-daag"
Ghazal
charaaG-e-daaG dil-e-soKHta jo ho raushan
pata.ng phir kahii.n aa.nkho.n ko se.nktaa na phire
Meer Shamsuddeen Faiz
Ghazal
laad na us ke husn kaa itnaa bojh 'charaaG'
aa jaa.egii moch Gazal ke shaane me.n
Charagh Sharma
Ghazal
vo bhuul saktaa hai ai 'daaG' mujh ko jald magar
use bhulaane me.n shaayad mujhe zamaana lage
dagh Niyazi
Ghazal
ziist se ta.ng ho ai 'daaG' to jiite kyuu.n ho
jaan pyaarii bhii nahii.n jaan se jaate bhii nahii.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
buniyaad tujh se zulm-o-sitam kii pa.Dii magar
mehr-o-vafaa se 'daaG' tuu anjaan hai abhii
dagh Niyazi
Ghazal
'Gaalib' hayaat hote to karte ye e'tiraaf
daur-e-'charaaG' me.n hai Gazal kaa class aur
Charagh Sharma
Ghazal
Duube kashtii na kahii.n 'daaG' ke armaano.n kii
bahr-e-jazbaat me.n tuufaan uThaa.o yaaro
dagh Niyazi
Ghazal
manzil hai 'daaG' saamne apne qadam ba.Dhaa.o
tum dekhte ho jaanib-e-rah-giir kis liye
dagh Niyazi
Ghazal
mai-kade ke muKHtalif aadaab hote hai.n 'charaaG'
jo yahaa.n par saahab-e-kirdaar hai be-kaar hai
Charagh Sharma
Ghazal
ba.ad muddat ke ye ai 'daaG' samajh me.n aayaa
vahii daanaa hai kahaa jis ne na maanaa dil kaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Ayush Charag
Ghazal
banegaa mehr-e-qayaamat bhii ek KHaal-e-siyaah
jo chehra 'daaG'-e-siyah-ruu ne aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
janaab-e-'daaG' ke mashrab ko ham se to puuchho
chhupe hu.e hai.n ye hazrat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
'maz.har' shab-e-firaaq kii zulmat na dhul sakii
ham ne charaaG-e-daaG jalaa.e kahaa.n kahaa.n