SEARCH RESULTS
Showing search results for "charaag-e-sar-e-maqtal"
Ghazal MATCHES FOR "charaag-e-sar-e-maqtal"
Ghazal
shahr-e-saffaak kii be-dard guzargaaho.n me.n
jagmagaate hai.n charaaG-e-sar-e-maqtal kyaa kyaa
Saleem Betab
Ghazal
har mo.D ko charaaG-e-sar-e-rahguzar kaho
biite hu.e dino.n ko Gubaar-e-safar kaho
Ghulam Rabbani Taban
Ghazal
Raushan Banarasi
Ghazal
sar apnaa uThaa kar sar-e-maqtal bhii chale.nge
KHairaate-du'aa bhii ko.ii degaa to na le.nge
Wajid Sahri
Ghazal
aap dekhe.n na charaaG-e-sar-e-mahfil kii tarah
aap kaa dil bhii na ho jaa.e mire dil kii tarah
Abdul Qayyum Zaki Aurangabadi
Ghazal
surKH-ruu sab ko sar-e-maqtal nazar aane lage
jab hu.e ham aa.nkh se ojhal nazar aane lage
Ainuddin Azim
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
aaj phir sar-e-maqtal de ke KHud lahuu ham ne
teG-e-dast-e-qaatil kii rakh lii aabruu ham ne
Wahid Premi
Ghazal
har zarra chashm-e-shauq-e-sar-e-rahguzar hai aaj
dil mahv-e-intizaar hai aur kis qadar hai aaj
Hameed Nag Puri
Ghazal
kyo.n le aa.e sar-e-baazaar suno ai logo
mai.n na fankaar na shahkaar suno ai logo
Nazish Ansari
Ghazal
miyaan-e-sharr-o-sar-e-KHair baukhalaayaa hu.aa
shikaar-e-kashmakash-e-'aql Dagmagaayaa hu.aa
Abdullah Saqib
Ghazal
agarche aah-e-sar-e-shaam bhii zaruurii hai
dil-e-sitam-zada aaraam bhii zaruurii hai
Jafar Baluch
Ghazal
dekh kar shauq-e-shahaadat bar-sar-e-maqtal miraa
qaatilo.n ne haath se ghabraa ke KHanjar rakh diye
Shan-e-Haider Bebak Amrohvi
Ghazal
shauq har rang raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
qais tasviir ke parde me.n bhii uryaa.n niklaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kahtaa yahii Gubaar-e-sar-e-rahguzaar hai
lenaa qadam har ik ke hamaaraa shi.aar hai
Jagdish Sahay Saxena
Ghazal
kaam aa.e bahut log sar-e-maqtal-e-zulmaat
ai raushnii-e-kuucha-e-dil-daar kahaa.n hai
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
aabla KHaar-e-sar-e-mizhgaa.n ne pho.Daa saa.np kaa
selii-e-zulf-e-rasaa ne kallaa to.Daa saa.np kaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
ishq kyaa kyaa na raqiib-e-sar-o-saamaa.n niklaa
tie collar kii jagah chaak-garebaa.n niklaa