SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-e-nam"
Ghazal MATCHES FOR "chashm-e-nam"
Ghazal
mizaaj-o-martaba-e-chashm-e-nam ko pahchaane
jo tujh ko dekh ke aa.e vo ham ko pahchaane
Ada Jafarey
Ghazal
dil hu.aa viiraa.n mataa-e-chashm-e-nam jaatii rahii
rafta rafta shorish-e-tab-e-alam jaatii rahii
Khurshidul islam
Ghazal
Lubna Safdar
Ghazal
Maikash Badayuni
Ghazal
chashm-e-nam kartii rahii ashk se fariyaad raqam
tab kahii.n jaa ke hu.ii dard kii ruudaad raqam
Shakeel Haidar
Ghazal
zindagii ke Gam laakho.n aur chashm-e-nam tanhaa
hasrato.n kii mayyat par ro rahe hai.n ham tanhaa
Qateel Shifai
Ghazal
agar apnii chashm-e-nam par mujhe iKHtiyaar hotaa
to bhalaa ye raaz-e-ulfat kabhii aashkaar hotaa
Yagana Changezi
Ghazal
ba.Dhaa ab aur taqaaze na chashm-e-nam apne
chhupaa ke sab se kahaa.n tak likhuu.n alam apne
Sahar Ansari
Ghazal
chashm-e-nam pahle shafaq ban ke sa.nvarnaa chaahe
aur phir ret ke daaman pe bikharnaa chaahe
Salma shaheen
Ghazal
chashm-e-nam-diida sahii KHitta-e-shaadaab miraa
raat kii raat mahaktaa hai gul-e-KHvaab miraa
Abbas Tabish
Ghazal
KHayaal-e-yaar sadaa chashm-e-nam ke saath rahaa
miraa jo chaah me.n dam thaa vo dam ke saath rahaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
chashm-e-nam le ke chalo qalb-e-tapaa.n le ke chalo
ek patthar ke liye sho.ala-e-jaa.n le ke chalo
Noor Bijnauri
Ghazal
is chashm-e-nam se manzar-e-hairaa.n chalaa gayaa
KHvaabo.n kaa ik jahaan-e-gulistaa.n chalaa gayaa