SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-o-abruu"
Ghazal MATCHES FOR "chashm-o-abruu"
Ghazal
chashm-o-abruu ne kiye yaar ke bismil do-chaar
ishq-e-mizhgaa.n me.n hu.e vaar ke qaabil do chaar
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
karte hai.n qatl-e-aalam zaalim ye uzv tere
mizhgaan-o-chashm-o-abruu zulf-o-'ezaar paan.cho
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
Ghazal
bhuul saktaa hai use ye dil-e-ayyaar magar
chashm-o-abruu kaa fusuu.n lazzat-e-lab jaantaa hai
Islam Uzma
Ghazal
chashm o abruu kii ye saazish jigar o dil ko naved
ek kaa tiir chale ek kii talvaar chale
Mubarak Azimabadi
Ghazal
ra.ng-o-buu rakhte hai.n sab phuul phal apnii apnii
chashm-o-abruu se alag aariz-o-lab kaa mausam
Idris Babar
Ghazal
kisii ke chashm-o-abruu kaa ishaara dekhne vaale
ab un kaa saamnaa mushkil ab un se baat mushkil hai
Arif Nadwi
Ghazal
chashm-o-abruu-e-butaa.n shaiKH-o-barahman dekhe.n
dair kahte hai.n ise is ko haram kahte hai.n
Alamgir Khan Kaif
Ghazal
tujh se ik kaam hai aur kaam bhii aisaa hai ki jo
chashm-o-abruu lab-o-ruKHsaar nahii.n kar sakte
Mazhar Husain Syed
Ghazal
'zahiin' aap kii chashm-o-abruu ke qurbaa.n
na samjhe ishaare kinaa.e to kyaa ho
Zaheen Shah Taji
Ghazal
tiir-e-mizhgaa.n kamaan-e-abruu sii.n
maartii hai.n jigar me.n bhaal a.nkhiyaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ai 'aabruu' aval se.n samajh pech ishq kaa
phir zulf sii.n nikal na sake dil pha.nsaa hu.aa
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
chashm-o-abruu shab-e-mahtaab jamaal-e-saaqii
kyaa tamannaa bhare unvaan hu.aa karte the