SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashm-o-abruu"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "chashm-o-abruu"
Kulliyat
likhe hai kuchh to kaj kar chashm-o-abruu
baraat-e-aashiqaa.n bar-shaaKH-e-aahuu
Meer Taqi Meer
Ghazal
chashm-o-abruu ne kiye yaar ke bismil do-chaar
ishq-e-mizhgaa.n me.n hu.e vaar ke qaabil do chaar
Ahmad Hasan Fida
Ghazal
chashm-o-abruu ke liye ashk hai.n saaz-o-naGma
meraa girya mirii aa.nkho.n kaa Gazal-KHvaa.n honaa
S A Mehdi
Ghazal
karte hai.n qatl-e-aalam zaalim ye uzv tere
mizhgaan-o-chashm-o-abruu zulf-o-'ezaar paan.cho
Munshi Debi Parshad Sahar Badayuni
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "chashm-o-abruu"
MORE MATCHES FOR "chashm-o-abruu"
Nazm
wa saKHKara lakum ma-fissamawati wa ma-fil-arz
yahii.n par KHema-zan ho kar
kisii ke chashm-o-abruu par
Qamar Jahan Naseer
Ghazal
'zahiin' aap kii chashm-o-abruu ke qurbaa.n
na samjhe ishaare kinaa.e to kyaa ho
Zaheen Shah Taji
Ghazal
tiir-e-mizhgaa.n kamaan-e-abruu sii.n
maartii hai.n jigar me.n bhaal a.nkhiyaa.n
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
ai 'aabruu' aval se.n samajh pech ishq kaa
phir zulf sii.n nikal na sake dil pha.nsaa hu.aa