SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma-e-mahr"
Ghazal MATCHES FOR "chashma-e-mahr"
Ghazal
be-niyaazii kaa ye aalam hai to ik din ‘chashma’
mere dil ko vo ta.Dap suurat-e-maahii de.nge
Chashma Farooqi
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
saaf-dil bahr-e-jahaa.n me.n nahii.n rakhte daulat
chashma-e-mahr se kab gauhar-e-Galtaa.n niklaa
Mirza Altaf Husain Alim Lucknowi
Ghazal
dhulaa saa chehra bhii kuchh maa.nd pa.D gayaa aaKHir
hu.e na ashk tirii chashm-e-tar kii gard hu.e
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
pau phaTte hii riyaaz-e-jahaa.n KHuld ban gayaa
Gilmaan-e-mahr saath liye aa.ii huur-e-sub.h
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
vo bosa dete nahii.n gore gore gaalo.n kaa
tumhe.n gavaah ham ai mahr-o-maah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
be-parda aaj niklegaa parda-nashii.n miraa
kar de ye ko.ii mahr-e-munavvar ko ittilaa.a
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
ai jaada-e-KHiraam-e-mah-o-mahr dekhnaa
terii taraf bhii aaj havaa ke qadam ga.e
Aziz Hamid Madni
Ghazal
aa.ine me.n 'aks apnaa dekhne ke vaaste
ek din us chashma-e-aab-e-ravaa.n tak jaa.uu.ngaa
Sarvat Husain
Ghazal
ye kis ne misl-e-mah-o-mahr apnii apnii jagah
visaal o hijr ko un ke madaar me.n rakkhaa
Ayub Khawar
Ghazal
talab ne ziin sajaa.ii kiran ke gho.De par
kabhii jo sair-e-mah-o-mahr kaa iraada hu.aa
Jawaz Jafri
Ghazal
samjhaa mai.n KHizr-e-chashma-e-aab-e-hayaat huu.n
ho.nTho.n se mere us ne jo apne milaa.e ho.nTh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
hove ik qatra jo zahraab-e-mohabbat kaa nasiib
KHizr phir to chashma-e-aab-e-baqaa kyaa chiiz hai
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
hame.n to apne samundar kii ret kaafii hai
tuu apne chashma-e-be-faiz ko sambhaal ke rakh
Iftikhar Arif
Ghazal
Shahryar Parwaz
Ghazal
yahii hai chashma-e-aab-e-hayaat bas ai KHizr
na badle.n is ko to ik qatra-e-sharaab se ham
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
Dhaal duu.n chashma-e-pur-harf ko aa.iine me.n
apnii aavaaz me.n rakh duu.n tirii hairaanii ko
Ahmad Shahryar
Ghazal
zahr hai haq me.n kisii ke aur kahii.n
chashma-e-aab-e-baqaa hai zindagii