SEARCH RESULTS
Showing search results for "chashma-e-mahr"
Nazm MATCHES FOR "chashma-e-mahr"
Nazm
mawara
teraa chehra hai ki taKHliiq-e-mah-o-mahr kaa raaz
terii aa.nkhe.n hai.n ki asraar-e-do-aalam jaise
Prem Warbartani
Nazm
qatra-e-shabnam
al-Garaz baaliidgii paudo.n kii teraa kaam hai
chashma-e-aab-e-KHizar terii tarii kaa naam hai
Hamid Hasan Qadri
Nazm
doctor-zakir-husain
aasmaan-e-ilm kaa thaa ik daraKHshaa.n aaftaab
chashma-e-nuur-o-ziyaa thaa doctor-zaakir-husain
Charkh Chinioti
Nazm
mashwara
tuu apnii zaat se KHud chashma-e-adaa-o-sadaa
tujhe jahaa.n kii havaa.o.n ke ruKH se kyaa nisbat
Zehra Nigaah
Nazm
nasri nazm ki manzum katha
ehtimaam-e-zauq-tar jaataa rahaa
chashma-e-vahm-o-gumaa.n
Salman Sarwat
Nazm
raat ke pichhle pahar
us ke zaKHmii ho.n qadam
diida-e-mahr ne anjaane KHatar se mu.D kar
Shakeb Jalali
Nazm
musa ki talash
chashma-e-aab-e-haivaa.n ubal jaa.e
jaa.n-ba-lab zindagii ke badan se
Imtiyaz Ahmad Qamar
Nazm
naya safar
KHuluus o mahr o adaavat kii saarii zanjiire.n
palak jhapakne kii mohlat me.n jal ke raakh hu.ii.n
Mahmood Ayaz
Nazm
saneha
ai aarzuu vo chashma-e-haivaa.n na kar talaash
zulmaat se vo chashma-e-haivaa.n chalaa gayaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dua
dil ko garmaa.e.n to har zarre se us ke ho ayaa.n
jo haraarat hai shu.aa-e-mahr-e-aalam-taab me.n
Syed Wahidudeen Salim
Nazm
uski yaad mein
ki jaise kisii sabz-o-shaadaab vaadii kii pahnaa.iyo.n me.n
ho ik chashma-e-aab-e-haivaa.n
Syed Javed Akhtar
Nazm
ilm
KHvaahish-e-chashma-e-zulmaat abhii baaqii hai
pa.e naisaa.n ho jo barsaat abhii baaqii hai
Daud Ghazi
Nazm
maqsud-e-ulfat
ye agar sach hai to jaa mujh se mohabbat mat kar
nigah-e-ishq ruKH-e-mahr-e-jahaa.n-taab pe Daal
Ghulam Bhik Nairang
Nazm
gul
yuu.n nigaar-e-mahr tere saamne aayaa to kyaa
la.Dkha.Daataa sar jhukaa.e zard ruu siimaab-vaar
Moin Ahsan Jazbi
Nazm
mir
hai adab urdu kaa naazaa.n jis pe vo hai terii zaat
sar-zamiin-e-sher par ai chashma-e-aab-e-hayaat