SEARCH RESULTS
Showing search results for "cheel"
Ghazal MATCHES FOR "cheel"
Ghazal
siina dahak rahaa ho to kyaa chup rahe ko.ii
kyuu.n chiiKH chiiKH kar na galaa chhiil le ko.ii
Jaun Eliya
Ghazal
ik chiil ek mumTii pe baiThii hai dhuup me.n
galiyaa.n uja.D ga.ii hai.n magar paasbaa.n to hai
Muneer Niyazi
Ghazal
yaa zaKHm-e-dil ko chhiil ke siine se phe.nk de
yaa e'tiraaf kar ki nishaan-e-vafaa milaa
Seemab Akbarabadi
Ghazal
maslahat kahiye use yaa ki siyaasat kahiye
chiil kavvo.n ko bhii shaahiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
naaKHun kare.n hai.n zaKHmo.n ko do do milaa ke ek
the aaTh das so ho ga.e ab chhil ke chaar paa.nch
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
KHaamoshii ke naaKHun se chhil jaayaa karte hai.n
ko.ii phir in zaKHmo.n par aavaaze.n maltaa hai
Ameer Imam
Ghazal
sar par uThaa.e dhuup ko suuraj kii tarah chal
manzil kahaa.n ye silsila-e-sa.ng-miil hai
Musavvir Sabzwari
Ghazal
Ambar Bahraichi
Ghazal
Jigar Barelvi
Ghazal
Anant Gupta
Ghazal
us ne liyaa jo aa.ine me.n bosa apnaa aap
allah re naazukii lab-e-gulfaam chhil gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Bhavya Soni
Ghazal
sab ye samajh rahe the ki nirvaan mil gayaa
chakraa rahii hai chiil magar maas kii taraf