SEARCH RESULTS
Showing search results for "chehro.n"
Ghazal MATCHES FOR "chehro.n"
Ghazal
Kaifi Azmi
Ghazal
mujh ko bhii shauq thaa na.e chehro.n kii diid kaa
rasta badal ke chalne kii aadat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
dilo.n me.n aag labo.n par gulaab rakhte hai.n
sab apne chehro.n pe dohrii naqaab rakhte hai.n
Rahat Indori
Ghazal
ha.nste hu.e chehro.n se hai baazaar kii ziinat
rone kii yahaa.n vaise bhii fursat nahii.n miltii
Nida Fazli
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Mohsin Naqvi
Ghazal
zaa.iqe baarhaa aa.nkho.n me.n mazaa dete hai.n
ba.az chehro.n ko bhii namkiin kahaa hai mai.n ne
Rahat Indori
Ghazal
sajaa.e phirte the jhuuTii anaa jo chehro.n par
vo log qasr-e-sikandar me.n jaa ke leT ga.e
Munawwar Rana
Ghazal
Pirzada Qasim
Ghazal
ai pyaar tire hisse me.n aayaa tirii qismat
vo dard jo chehro.n se adaa ho nahii.n saktaa
Waseem Barelvi
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
ab to chehro.n ke KHad-o-KHaal bhii pahle se nahii.n
kis ko ma.aluum thaa tum itne badal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
ye tabassum to hai chehro.n kii sajaaT ke liye
varna ehsaas vo dozaKH hai ki jalte rahiye