SEARCH RESULTS
Showing search results for "chehro.n"
Nazm MATCHES FOR "chehro.n"
Nazm
ye pichhle ishq ki baaten hain
ashko.n kaa nuur luTaatii thii.n
jab saa.nse.n ujle chehro.n kii
Mohsin Naqvi
Nazm
lenin
chehro.n pe jo surKHii nazar aatii hai sar-e-shaam
yaa Gaaza hai yaa saaGar o miinaa kii karaamaat
Allama Iqbal
Nazm
kar gae kuch kahan
ab jo tuu shahr-e-nigaaraa.n me.n qadam rakkhegaa
har taraf khilte chale jaa.e.nge chehro.n ke gulaab
Ahmad Faraz
Nazm
apni malka-e-suKHan se
aatii hai ek lahr sii chehro.n par aah kii
aa.nkho.n me.n chhuuT jaatii hai.n nabze.n nigaah kii
Josh Malihabadi
Nazm
zindan ki ek subh
sehn-e-zindaa.n me.n rafiiqo.n ke sunahre chehre
sath-e-zulmat se damakte hu.e ubhre kam kam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
mulaqat
jo ho na sakii baat vo chehro.n se ayaa.n thii
haalaat kaa maatam thaa mulaaqaat kahaa.n thii
Habib Jalib
Nazm
kali diwar
aas-paas to jam.a hu.aa thaa KHilqat kaa amboh
sab kii aa.nkho.n me.n sannaaTaa chehro.n par andoh
Ahmad Faraz
Nazm
irani talaba ke nam
un jismo.n kaa chaa.ndii sonaa
un chehro.n ke niilam, marjaa.n,
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
pyar ka jashn
ruuh chehro.n pe dhu.aa.n dekh ke sharmaatii hai
jhe.npii jhe.npii sii mire lab pe ha.nsii aatii hai